Saab ko pyaar kar ke, pyaar milta hai
Saab ko pyaar kar ke, kysuiyaan milta hai
Tumse pyaar kar ke, mujhe gham mila hai
Saab ko pyaar kar ke, sahara milta hai
Saab ko pyaar kar ke, waffai milta hai
Tumse pyaar kar ke, mujne bewaffai mili hai
Saab ko pyaar kar ke, ek saati milta hai
Saab ko pyaar kar ke, koi aapna milta hai
Tumse pyaar kar ke, aapne bhi paraya hoga hai
Saab ko pyaar kar ke, ek sakoon milta hai
Saab ko pyaar kar ke, nayi zindagi milta hai
Tumse pyaar kar ke, mujhe MAUT mila hai
all feedback is welcome...the good the bad and the ugly...lolz...feel free...i would really like to see comments...
JAZ