Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd Oct 2025
HEY JINDAGI 2.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 2, 2025 Episode Discussion Thread
BAAT KARO NA 3.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 3, 2025 Episode Discussion Thread
Gen 5 News article Mila
Bingo Blitz - The Ultimate Showdown (Sign-up)
SRK Enters Billionaire Club
🏏India vs West Indies,1st Test: N M Stadium, Ahmedabad, Day 2🏏
Sunny Sanskari Ki Tulsi Kumari opens well!!
How saiyara became hit
The Manuscript Marauders Bingo Challenge Thread
Literary Looters 💰🤑 Book Bingo Discussions | October 2025 BTRC
Abhishek Seeks Legal Action On Salman Ash AI Generated Videos
What do you folks think about this???
The Literary Looters 💰 | Book Talk Reading Challenge October 2025
To everyone disliking Amaal, Baseer, et al…
In Sasha Wedding Night:
Ayesha is removing her jewellary, and throw all them on the floor, she alos removes her bangle and bang on the floor, Sameer enters in the room and Shocked to see that Ayesha is sitting on the floor and placing her head on the bed corner and weaping. He sees here and there he also shocked to see that her accessories are stretched on the floor and whole floor is mess with her broken bangle pieces, He asides all the messive things and sits beside her and put his hand on her shoulder to console her, she lifted her face to see him, her eyes fill with tears.
Sameer: Aap ko kiya huwa aap kyun ro re hain?
Ayesha: mei roun nahi toh kiya karun, mujhe nahi rehan is jahanum mei, ye mere sapnay nahi hai, kiya jin k sapnay is tarha bikhar jaen wo roey nahi toh kiya karay aap hi bataein mujhe.
Sameer: kiya aap is shadi say khuch nahi hain?
Ayesha: nahi mei khush nahi hun, mujhe joint families pasand nahi hain mera dam ghuta hai .
Sameer: par aap ek joint family say hi aaen hai na.
Ayesha: ha mei ek joint family mei rehti thi magar mere ghar mei itnay log nahi thay aur na hi itnay rishton ki uljhanen, mujhe say rishtay sambhalnay nahi jatay na hi mei nay aaisay pati ki tammana ki thi, paisaon ki reel pail ye thay mere khawab, mere khawabon ka gharonda ek hi pal mei chikna choor ho gaya aur mei roun na.
Sameer: mei aapki baat samjhta hun magar please aap aaisay nahi roen , mei sad kuch theek kar dunga,.
Ayesha: kiya aap apni family ko chor dyan gay , mei pati mei toh samjhota kar sakti hun magar Pariwar nahi…
Sameer: maaf kijeay ga aap mujhe mei do din k rishtay k liay 25 saal purana sath nahi chor sakta, par ha koshish zaroor kar sakta hun k aap khush rahen.
Ab aap uthen.
Sameer holds her hand and help her to stand , his hand pulls her with a jerk and she hits with his chest
------------------------------------------------------------------------------
In Morning:
Location Ariya's Room:
Arjun as usual wake up in he morning he lifted his gaze on other side and find Sleeping Riya on either side, he cover her with blanket and makes his way to washroom, After 10 minute Riya wakes up and not find his husband on there, she ties her hair with band and check the washroom door she is assure that he is in the washroom, She rushes outside the room and find Mahi in the Kitchen.
Riya: Good Morning Di, Mei aapki kuch help kar dun.
Mahi: nahi Riya, tum pehlay ja k fresh ho jao phir sedha dinning table par aajana, mei toh do dino k mehman hun yahan phir ye ghar aur ye kitchen tumhain hi toh sambhalna hai.
Riya: di aap ko do logon ka khana banay mei problem toh nahi hoti.
Mahi: shru say bana rhi hun ab toh aadat hi ho chuki hai.
Riya: di mujh say do logon ka khana nahi banata .
Mahi: koi baat nahi tumhain bhi adapt ho jaey gi.
Riya: Di Arjun toh yahan nahi rehtay thay toh phir aap akeli bour nahi hoti thi.
Mahi: jab us rab nay mere naseeb mei akela pan likh hi diya tha ,aur mei chah k bhi apna naseeb nahi badal sakti.
Riya: ab ye akela pan meri kismet hai Di.
Mahi: sorry Riya mei thori suwarti hun kiya karun ek behan hun na apnay bhai ko zayda din udas nahi dekh sakti , please Riya mere bhai ko itna pyar dena k wo sab kuch bhool jaey.
Riya: ji di.
Mahi: mei bhi kitni pagal hun tumhain bataon mei laga diya, jao ja k fresh hi jao aur nasta ready hai tum aur Arjun bus jaldi say aao.
She enters her rooms and picks a dress from her suitcase , Arjun returns from washroom, he is rubbing his hair with towel, he feels her presence around him, he takes aside and she enters in washroom and fresh , After few minutes they join Mahi on dinning table , they eats silently after that Arjun Say Good bye to her di.
Arjun: di mei ja rha hun Bye di.
Mahi: bye arjun.
Arjun is just to leaves but mahi voice stops him.
Mahi: Chotuuu.
Arjun: Ji di ..
Mahi: shaid tum kuch bhool rhay ho.
Arjun: kiya di.
Mahi: mere ilawa yahan koi uar bhi hai jisay tum Good Bye Kehna bhool gay ho.
Arjun: Sorry di " Good Bye" By seeing Riya from his eyes corner.
Mahi enters in Ariya's room and sees Riya suitcase is still packed.
Mahi: Riya .
Riya: ji di.
Mahi: tum ghar chor k toh nahi jar hi ho.
Riya: nahi di.
Mahi: toh tumhara saman ab tak pack kyun hai.
Riya: wo di mei abhi set kar lungi.
Mahi: chalo Riya mei tumhari madad karti hun.
Riya: nahi di mei manage kar lun gi.
Mahi: no Riya mei tumhari help karti hun na. Riya ye portion tumhara hai tum yahan apni saree cheezain rakh sakti ho.
Riya observes Arjun clothes which are placed nicely in cupboard.
Mahi: Riya arjun to har kaam parfect karnay ki adat hai usay nahi pasand k koi us k kapron ki creases kharab karay.
Riya: di kiya mei apnay kapray yahan rakh sakti hun.
Mahi: ha Riya kyun nahi jab tum Arjun k sath apni life share karnay wali ho toh ye Almera kiya cheez hai.
Riya: di ye kya hai.
Mahi: Arjun ki koi important case ki file hogi. Usay chor do Riya.
Riya: ji di.
Mahi: usay Riya Arjun ko chai buhat pasand hai, tumhain chai toh banana aati hai na.
Riya: ji di.
Mahi: great aur Riya Arjun ko nashtay mei gobi k parathay aur aachar buhat pasand hai , wo Zeera Rice toh uski favourite dishes hai, Arjun veg and Non- veg dono pasand karta hai, non veg mei roasted chicken aur kabab usay buhat pasand hai , aur sweet dishes mei rasmalai aur jagar ka halwa. Tumhain ye sab banana toh aata hai na, kehtay ahi na pati k dil ka rasta us kay pait say ho k guzarta hai.
Riya: di mujhe sab cheezain banani aaten hain.
Mahi: toh phir tum Arjun ka dil zaror jeet lo gi.
Riya remain silent.
Mahi:Riya dekha baton hi baton mei ho gai setting. Riya mei apnay sasural ja rhi hun ye lo keys aaj say is ghar aur Arjun ki zimadari tum par please mere chotu ka khayal rakhna.
Riya: ji di .
In Sasha House:
Sameer: Ayesha aap ja k fresh ho jaey maa hum humain nastay k liay bulanay aaen thi magar aap sao rhi thi maa nay kaha k mei aap ko sonay dun aap thak gain hun gin a.
Ayesha; nahi mei nahi thaaki mei abhi fresh ho k aati hun.
Sameer: theek hai phir sath nastay k liay chalen gay.
Ayesha: aap nay abhi tak nashta nahi kiya.
Sameer: aaj apka is gharr mei pehla din ahi mei kaisay aap k beghair nashta kar lun.
Ayesha: theek hai mei aati hun.
After taking bath she wears saari and apply light makeup on her face, fills her mang and Ties mangalsutar around her neck, leave her room with sameer.
Some child hold sameer's feets by calling him " Mamu jaan, Mamu Jaan"
Naina Devi: Ayesha beta ye tumharay bhanjay bhanjiyan hain, sameer say buhat attached hain, " maami jaan" Maami Jaan", Ayesha irritates by seeing them and apart them from her " Chalen nashta kar lyn" Ayesha says to children's
.
A child: nahi Mami aaj hum nay mama jaan k bina nashta kar liya hai.
Sameer: ye toh aap ko sara din tang kraty hi rahen gay chalen hum nashta kar letay hain.
Sanchi : How are you my newly wedded bhabhi jaan? Hey I am Sanchi aap ki choti nanad.
Ayesha: hey (by passing a fake smile) and satart eating again.
Neha: waisay Ayesha tumhain humara ghar kaisa laga.
Ayesha: theek h hai.
Sanchi: theek hi hai bhabhi, theek nahi bhabhi jaan ye jaanat hau janat , yahan meri Neha bhabhi jo hai humaray khayal rakhnay k liya Aur waisay shree aur tarun kisi kam kay nahi hai.
Ayesha: shree aur Tarun ye kaun hain.
Samchi: bhabhi aap k do lakshman , aap k do do dewar.
Ayesha: ohhh ( by making sad face) aur kitnay log hain yahan.
Sanchi: humari Dadi maa , bauji ji, bua ji, kanchan didi , Purab bhaiya aur...
Ayesha: aur …
Sanchi: aur mei
Ayesha: ye kanchan didi aur purab bhaiya kaun hain.
Sanchi: humari bua ji k bachay.
Ayesha: wo bhi yahen rehtay hain.
Sanchi: array bhabhi abhi toh ye kcuh bhi nahi hai, jab humaray baray papa bhi humaray sath rehtay thay toh ghar mei ronaq hoti thi.
Ayesha: wo kahan hai ab.
Sanchi: London mei apni family k sath, Baray Papa teen saal pehlay hi yahan say family k sath London shift huway hain.
Ayesha: Thank God.
Sanchi: Kuch kaha aap nay
Ayesha: nahi
I hope you like this part, this is slightly boring part, but please bear with me
Hello, hello writers, graphicers, readers and all IF ites! We are finally ready to announce the results of the much-awaited Pyar ka trope fest...
You feel it in your fingers, you feel it in your toes Love is all around you, and so the feeling grows Yes, the day of feeling love, giving...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
38