Part:- 46 Geet continued.
The people who felt homely,and who r treated as our guests can deffinitely does the publicity work. The mouth publicity is more countable than the medias i think. And i think this will increase our. com. reputation to ur expected level.
Every time she mentioned "our company"maan felt hapiness, hearing fr. her mouth"our" word.
Maans s.t.:-'My god", he murmered in himself. Itna observation, understanding,analising the pblms, more than me and kitni analised solutions for every pblms and estimation, the way she gave so many solutions, wat happens if i offer her M.D.post of tourism com. Diffinitely she will bring up it to my expected level. She will deffinitely excell in it.
" Well said geet. Tumhari suggestions bahut accha hai,aur i think deffinitely ,they fetch our com. a lot. Surely our com. become a no. 1. if u be the M.D. for that com.
Geet and Arpitha shocked hearing that fr. maan.
Kya?geet asked shockingly. 😲
Arpitha:- aap kya kahrahi ho sir, Maa,..aur M.D.?😲
Maan:- haa.,, arpitha i am offering M.D. post to ur mother. i believe she will lead it to a great level.
Geet:- nahi.. she spatted.
I dont want to become any M.d. ,to tourism com. I am quite satisfied with my teaching profession.
Maan:-tried to convince her saying, no geet aap samaj nahi rahe ki aap kitna talented ho? aur mai nahi chahthaki aapki talent ye school jaisa chote,chote jagah per waste hojaye., jaha aapki koi development nahi hai.
Geet:- mujhe koi development naji chahiye maanji;,,ye chote jagah mujhe apni aasray me leli,jab mai pehli baar khaali haathonse, chote,chote bacchonke lekar akeli Delhi aagaya. Ye chote jagah hi mujhe do wakth ki roti di. ye chote jagah mujhe sab kuch diya. unki wajase aaj mai itna khush hu, meri do betia ko pala, posa, itna bada kiya, aaj mai jobhi hu sirf unki wajese sir.Aap nahi jaanthe hai sir,ye chote jagah meri jindagi me kitna maine rakhthe hai. mai jobhi hu, khush hu, aur mai ye school nahi chodesakthi.
Bacche meri zindzgi hai maanji. mujhe bacchonke saath khushi milthe hai. unke bina mai nahi rah saktha. mai nahi jaanthi, ki mai aapko kitna accha suggestions dediya. Maine wo kaha jo mera man me aaya. wat i felt i told u. mai soche thi huki aap kisi aur ko hire karna chahiye, i dont think i can fit in to it. mai jaisa hu waisa hi acche hu.
Kaka:- Geet bete. chote babu bahut soche samajkar decisions lethe hai. Tabhi tho itni saare business handle kar rahe. ek baar sochlena, mai bhi yahi chahtha hu ki aap chote babu ko maanle na.
Geet:_ nahi, kaka isme socheneki koi nahi hai. I never want to leave my school. I have promised the management not to leave in the middle till my reterement. And ur chote babu bhi loyal staff ko chahthe haina. how i can be a loyal to him , when i betray the school management? so no scope to join in this com.
Maan:_ Thik hai as u wish.. one cannot force others. but one thing i clarify u we need ur suggestions, can we atleast expect this fr. u.
Geet:-Aap ye kya kahrahi ho sir? aap kabhi bhi mera rai puch sakthe, mai jobhi aap chahe wo karneki tayaar hu siva M.D.post lena.
Maan:- Arpitha, tum kaho tumhari maa se , tum jaantthi ho na ye kitna talented hai. tum samjhavo ise,wat i am offering.
Arpitha:- nahi sir, we dont want to force her sir. aap jaanthi hai na sir maa hamareliye kitna important hai. Wo hamari Angel hai sir, wo hume sirf jaan nahi diya, balki zindagi diya. Humare liye aur hume palnekeliye, posnekeliye bada karnekeliye wo bahut kuch kiya hai sir. Aaj hum jo ho wo sirf aur sirf maa ki wajase hai sir. hum isa kuch kabhi nahi karsakthe jisse maa ko takleef pahunche. wo jo karegi jisme unki khushi milthi. Hume sirf unki khushi chahiye sir. ye baath mai nahi , puri family yahi chahthe hai sir.
and she hugged her mother saying this.
Maan:- thik hai geet aap ek baar thandi dimmag se socho. mai such me chahthi hu ki aap ye offer accept karlena. aap chahe tho thoda wakth lelijiye, baadme decide karlena mai inth zaar karunga such mai i need an employlike u.
Geet didnt say any thing.Maan ko kuch bhi samaj nahi araha hai. ek tho iski sincerityb and loyalty, she is showing to her school ye dekhkar ek part of him proud feel kar raha hai, aur dusera part regret kar raha hai ki ye M.D. ka post reject kiya.kuch bhi samajnahi araha hai khush hojavu aur chintha karu.
He stood up to leave. Maan:-o.k. bye, mai chaltha hu. he started to leave half heartedly.
Geet:- Maanji;.. i am sorry kuch galat boldiya tho.
Maan:- nahi aap kuch galat nahi boldiya.shaayad aap thik ho.
Geet:- Kal dishu ka birth day hai.. Dishu aapko bulana chahthe hai. humbhi khush honge agar aap shaamil hojayetho.
Maan:- kal kitne baje party?
Dishu:- shaam 7 o. clock aap aavogena? dost?
Maan:- sure, how can i miss my dost ka birth day party. i will come. he kissed her and said bye to geet and arpitha.
they all said goodnight to him with bye.
Precap:- Maan s.t.;Maan Singh Khurana,the winner of "Best Bussinessman ' for the last 20 yrs was rejected by a woman.
thank u. for ur respons. guys always encourageme like this.
Edited by anuradha.nandam - 12 years ago
1.1k