Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 31 Aug 2025 EDT
CASE IN COURT 31.8
Why Sidharth Malhotra films flop! Guess with the hint written in this
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Anupamaa 31 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Unseen bollywood pics
CID episode 75 - 30th August
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
BALH Naya Season EDT Week #12: Sept 1 - Sept 5
24 years of Lajja
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
The Naan -Stop Readers 🫓📚| BT Reading Challenge || September 2025
Sakshi: dekha Arjun chahay kuch bhi ho jaey meri di mera sath kabhi nahi choray gi, kyun di?
Riya:ha sakshi teri di harm oar par tere sath rahey gi.
Sakshi: isay kehtay hai sweet sister ( sakshi hugs her) I love you di.
Riya kiss her forhead: I love you too sakshi.
Sakshi: Arjun mei tum say naraz hun, mujhe tum say baat nahi karni atleast 3 hurs tak toh bilkul hi nahi.
Arjun: ok madam as you wish.
Sakshi by seeing rest of the team: aur tum log hans kyun rhay ho mei tum logon say bhi baat nahi karun gay, sirf hans rhay thay ye nahi k mujhe sahara day dyn, aur shree bhaiya ap say th mei buhat buhat buhat zayda naraz hun, baat nahi kijeay ga mujh say.
Shree: sorry .
Sakshi: no sorry accepted here.
At few hours.
Arjun: saam ETF mei kitni shanty hai na.
Sameer: ha, abhi tak koi tufan nahi aaya hai ( by seeing Sakshi),.
Arjun: kuch log hamesha aaisay hi shanty say kam Karen toh kitna aacha ho ga.
Sameer: yam agar wo ye baat manen toh k ETF ki shanty un k wajha say jati hai.
Sakshi is quietly reading files while Riya staring her and her both senior's who's teasing her sister.
Arjun: waisay saam kuch log khamosh ho k itnay buray bhi nahi lagtay.
Sameer: sahi kaha tu nay.
Sakshi : enough buhat ho gaya she throw files on the table and leave.
Arjun and sameer smiles by her sudden action , he knows that her angry goes to peek.
Sameer: lagta hai para mazeed high ho gaya hai.
Arjun: I am 101% sure .
But they both are wrong after two to three minutes shakshi is back with a smiles and spread hand infront of Arjun and invite him to hand shakes.
Sakshi: itni dyar chup rehanay say mera nerves break down honay lagta hai, isliay mei nay aap dono ko maaf kiya, Arjun kiya dosti karo gay mujh say/?
Shree: Ri teri behan ki himmat hai Arjun sir ko dosti k liay purpose kar rahi hai.
Ayesha: ab toh ye pakka gai.
Liza: unhumm mujhe bhi yahi lagta hai.
Chotu: nahi Arjun sir k dil mei sakshi k liay soft corner hai wo isay kuch nahi kahen gay .
Riya: nahi meri behan jo than leti hai wo kar k dekhati hai, chahay usay kisi ki bhi nafrat sehni paray
They al whispering in low voice, they all wait for Arjun reaction , he stands pushes his chair back and stands infront of sakshi who is waiting him to shake hand.
Arjun: Dosti aur tum nay mujhe pagal samjha hai.
Sakshi: ye bhi koi samjhnay wali baat hai , janti hun aap k nature ko phir bhi dosti karna chahti hun.
Arjun: agar inkar kar diya toh.
Sakshi: aap inkar nahi kar saktay.
Arjun: itni confidence.
Sakshi: ya .
Arjun: toh theek hai meri aur tumhari buhat jamay gi waisay ACP Arjun Suryakant Rawate kisi say dosti nahi karti magar chalo phir bhi tumhara ye purposal accept karta hai.
Sakshi: thanks .
Chotu:dekha mei nay kiya kaha tha.
Riya: humm mei nay bhi kaha tha na k meri behan nay jo socha hai wo kar k dekhay gi .
Sakshi: di .
Riya: sakshi ( they both hugs each other).
Arjun : madam sakshi .
Saskhi: ha Arjun bolo,
Arjun: mam agar aap dono behano ka milna milana ho gaya ho toh case par dhayan dyn.
Sakshi: ha ha kyun nahi.
After telling all about the new case they start discussion about the case.
Sameer: Rawate wahan jana khatray say khali nahi hai.
Liza: yes sir aaj tak wahan job hi gaya hai wapis nahi aaya hai.
Chotu: sir mei nahi jaun ga, wahan bhoot hotay hai.
Ayesha: ha sir aur wahan say toh logon ki lash bhi nahi milti.
Riya: wo jungle maza aaey gat um log itnay pareshan kyun ho rhay ho.
Arjun: Riya hum wahan picnic manaay nahi jar hay hai jot um itna khush ho rahi ho, jisay dar lag raha hai wo is case say dour reh sakta hai meri taraf say ijazat hai.
Ayesha: no sir aaisi baat nahi ha hum jaen gay na aap k sath.
Sakshi: sir hum kal chalen wahan.
Arjun: kal kyun aaj kyun nahi.
Sakshi: wo kiya hai na Arjun mei apna camera ghar bhool aai hun.
Arjun: sakshi kaha na hum picnic par nahi ja rhay hain, tum dono behano ka kuch nahi ho sakta.
Sakshi: I know Arjun but trip toh trip hi hoti hai na.
Arjun: this is not a trip this is a serial murder case samjhi ya samjhaun.
Sakshi: mujhay hindi achi tarha samjh aati par shaid tumhain samjhnay ki zarorat hai. Akru.
Riya: sakshi chup, Arjun Sir but aaj tak humain un logon ki dead bodies nahi mili logon nay buhat dhondha par … aaisa kyun sir.
Arjun: yahi toh sochnay wali baat hai Riya, mera khayal tha k koi gang wahan say guzarnay walon ko lot k unhen katal kar deta hai par unki death bodies jati kahan hai ye kisi ko nahi pata.
Sameer: par Rawate tumhain lagta hai larkiyun ka humaray sath jana safe ho ga.
Arjun: mei bhi yahi soch rha hun Saam.
Riya: koi aap k sath jaey ya na jaey par mei aap k sath zaror jaun gi.
Arjun: par Riya wo jagha shaid tum logon k liay behtar nahi hai.
Riya: nahi mei aap k sath zaror jaun gi ta kay kal aap ye na keh saken k mei ETF k kabil nahi hun.
Arjun: Nahi mei nahi kahun ga , please tum mere sath nahi jao gi it's final
Riya: mei aap ko akela waha nahi janay dungi it's final.
Arjun: zid nahi karo Riya.
Riya: zid mei nahi aap log kar rhay hain.
Ayesha: ha mei bhi aap logon k sath jaun gi Sameer mei aap ko akela nahi chor sakti , khas kar wahan jahan har kadam par khatra ho.
Sameer: kahtron say khelna humara kam hai Ayesha.
Ayesha: aur ye humara bhi farz hai.
Sameer: Arjun tu hi inhen samjha.
Arjun: theek hai Riya aur Ayesha tum humaray sath chal sakti ho,
Sakshi: aur mei.
Arjun: tum yahen raho gi hum ek musibat ko dosray musibat k pass nahi lay ja saktay.
Sakshi: tum nay mujhe musibat kaha.
Arjun: ya koi shak hai, ya phir say apni baat dohraun.
Sakshi: rehany do tu saru akru ho aur waisay hi raho gay.
Arjun: ha hun.
Shree: phir shru ho gai inki larai
Chotu: ha yar kiya ye log hamesha hi aaisay lartay rhen gay.
Liza: lagta toh yahi hai.
Shree: par sakshi ka rang Arjun sir par chahrah rha hai dekh na kaisay badal rhay hai ye.
Liza: kabhi toh tum nay sahi baat ki , dekhti hun kab tak koi sakshi k jadoo say bachay ga.
Arjun: ab tum logon ki batein khatam ho gain hun toh chalen hum.
Shree: ha sir kyun nahi.
Liza: mei bhi jaun gi.
Arjun: no tum lab mei raho gi.
Liza: Ok Sir as you wish
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Surprise!!! [NOCOPY] So before anybody asks; No, this is not the CID crossover story. That is still under writing and will hopefully be...
Prologue The night was heavy. As if the air itself carried the weight of unspoken truths and unfinished emotions. A storm was brewing—not...
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
678