Originally posted by: poorvika
gumaan aapki umar toh dekho iss umar mein bachche akele kya karte hain yeh sab jaan na zaroori hai kya?aur aap hi guess kijiye saras ne kya kiya hoga aap hi toh kehethe hain saras aapka beta hai toh saras ne bhi wahi kiya hoga jo aapne LNke saath kiya🤣