LAST PART:
HAMARI ADHORI KAHANI:
Sameer and Arjun in Arjun's home.
Zayan: papa mujhe mama k pass jana hai.
Arjun: please beta khana kha lo.
Zayan: nai mujhe Mama k hathoon say hi khana khana hai.
Arjun: zayu Zid nahi karty, mei aaj tumhain apnay hathoo say khana khilata hun.
Zayan: nahi mujhe aap say nahi Mama k hathon say khana khana hai.
He through the plates on the table and run to his room.In Shimla:Anu: Riya please tu thora sat oh kah lay aakhir kab tak yunhi bhooki rhay gi.
Riya: mujhe Bhook nahi hai Anu.Anu: Jab zayan k beghair tera din nahi guzarta toh kyun zayan ko Arjun k sath janay diya, kyun nahi rooka usay, Tu un k sath kyun nahi gai, kitni baar Arjun nay tujhay sath chalnay ka kaha magar tu hai kab kisi ki sunti hai aab tarap zayan k liya.
Riya: mei ja sakti thi un k sath magar man nahi maana k mei un k sath jaun, unhen unki yaadon ko mei buhat oechay chor aai hun, aab mujh mei himmat nahi hai unk qareeb reh k unkay hi payr mei tarpun, nahi dekh sakti unki aankhon mei apnay liya nafrat, ek baar un say dour ho k jeena sekh liya hai, dobara un k pass ja k apnay dil ka chain nahi ganwana chahti, apnay dil ko phir say un k khawab nahi dekhana chahti.
Anu: un k aankhon mei tere liya care dekhi hai mei nay.
Riya: zaror dekhi hogi magar wo mere liya nahi thi, unhon nay mujhay apnay sath chalnay ka toh kaha magar apnay liay nahi zayan k liay agar woe k baar kehtay k Zayan ko nahi unhen meri zarorat hai, mei doari chai jati magar unhon nay sirf zayan k liay mujhe apnay sath chalnay ka kaha, mei un par aur bojh nahi banaa chahti mei nahi chahti k wo sirf zayan ki wajha say mujh say raabtaa rakhen.
Sameer : enters in Arjun's house.
Sameer: Arjun Sab theek toh hai.
Arjun: nahi Zayan zid kar raha hai k usay apni mama k hathoo say khana khana hai mei uski mama kahan say laun.
Sameer: sab tumhari ghalti hai, tumhain Riya ko sath lay k aana chaheay tha.
Arjun: tum kiya samjhtay ho mei nay us say nahi kaha hoga,
Sameer: kiya tu nay usay ye kaha k wo tere jeenay ki wajha ban gai hai, kiya ye kaha tu nay us say k tujhay us say pyar ho gaya hai,
Arjun: nahi magar wo janati hai k mei us say pyar karnay laga hun.
Sameer: kehnay aur sochnay mei farq hai Arjun.Arjun: mei kiya karun Saameer emei darta hun k kahin usay kho na dun, chah k bhi mei us say apnay dil k baat nhai keh sakta , hare k jazbat k aagay meri aana aa jati hai mei kiya karun kaisay kahun
Sameer: tu keh nahi sakta magar us k liya kuch kar toh sakta hai.
Arjun: I try , mei samjh gaya tu kiya kehna chahta hai.
After few days:
Anu: ye kiya halat bana hai Riya, Riya tu sun rahi hai na, Riya Riya, are you okkk.
She is in unconscious state, Anu put her hand on her shoulder and Riya falls on Anu's shoulder.Anu touches her temple, She split some drops of water on her face but she gets some conscious, but she had a high temperature.Anu: isay toh buhat teez bukhar hai.
Anu calls karan and them both takes her Hospital.
Anu: karan I hope sab theek ho jaey,zayan k janay k bad is nay khana peena sab chor diya hai, mujh say uski ye halat nahi dekhi jati, Neem murda ho gai hai wo.
In Dehli:Arjun: Sameer Zayan '
Sameer: kiya huwa hai zayan ko.
Arjun: wo sirf apni maa k pas janay ki zid kar raha hai, roo roo k bura haal hai uska.
Suddendly his cellphone start Ringing. He picks the incoming call, Anu is on the other side.
Arjun: hello.
Anu: Arjun mei Anu baat kar rahi hun.Arjun ha Anu bolo kiya baat hai.
She informs him about Riya's condition.
Arjun: mei abhi zayan ko lay k Shimla aa rha hun, don't worry sab theek ho jaey ga.( he cuts the call)
Sameer: Arjun bata kiya baat hai.
Arjun: bus mujhe abhi Shimla jana hai.
Sameer: tu bataey ga ab ya nahi.
Arjun: sameer Riya ki halt buhat kharab hai, she is in ICU in very critical stage, I don't know what I do?
Sameer: sab teri hi ghalti hai, tu nay ek maa say uska beta alag kiya hai, ab uski saza bhugat, na yahan tera beta sakoon say hai na hi wahan tera pyar , tu zayan ko lay k ja is say pehlay k buhat dyar ho jaey.
Arjun simply nodded his head that he obeys him.
Sameer: ruko mei bhi tum dono k sath chalta hun, kahin tu koi garbar na kar day
.Arjun: chal, magar is baar koi garbar nahi hogi, mei Riya ko apnay sath lay k hi aaun ga.
Sameer: I hope wo maan jaey, warna jo tu nay us k sath kiya hai, mujhe nahi lagta k wo itni aasani say maanay gi.
Arjun: wo meri Riya hai, usay manah hi paray ga.
Sameer: all the best
Arjun: Thanks
.In Shimla:
Arjun: Anu aab Riya kaisi hai.
Anu: Arjun wo theek nahi hai.
Arjun: Doctor kiya mei riya say mil sakta hun.
Doctor: nahi is waqt koi bhi patient k pass allow nahi hai.
Arjun: mera aur zayan ka us say milna buhat zarori hai, yahi is k dard ki dawa hai, please zayan ko apni maa say milnay dyn, please it's a request Doctors.
Doctors: theek hai ap kuch dyar k liay un say mil saktay hai.
Arjun with a smile on his face.
Arjun: thanks doctor, he grabs Zayan hands and enters in ICU after stearlization.Arjun sits beside her bed and zayan is in his lap.
Arjun: Riyaa ankhen kholo dekho kaun aaya hai tum say milnay , tumhara zayan aaya hai.
Zayan: mama utho nay aap soo kyun rahi ho, mei aa gaya hun na aab aapko kahin chor k nahi jaun ga, papa nay mujh say promise kiya hai mama, wo humaray sath rahen gay, please Mama aankhen kholo na, Papa please mama ko aankhen kholnay bolo na , un say kahen na k zayan ko un say batein karni hai.
Arjun: Riya please aankhen kholo, hum tum say milnay aaen hai.
She slowly opens her eyes, and sees her love and her son sits infront of her
Arjun: riya.
Riya: Zayan meri jaan, mera beta.
Arjun: doctors Riya ko hosh aa gaya hai.
Doctors and All her attendant rushes on the room after hearing Arjun's voice.
Doctors: please aap log bahir jaen.Riya: nahi zayan kahin nahi jaey ga.
Doctors: mam please aap inhen janay dyan.
Arjun: please doctor agar ap Riya k recovery chahtay hai toh is k betay ko is k samany hi rehnay dyan,
Doctors: but ye ICU hai hum isay yahan kiasay allow kar saktay hai.Riya is in unconscious state.
Riya: I need my son.
Doctor: theek hai, par please aap sab bahir jaen.
Arjun: ok.A
fter about half an hour.
Arjun: Doctor aab Riya kaisi hai.
Doctor: she is fina hum nay unhen Ward shift kar diya hai.
Arjun: thank God, kiya mei us say mil sakta hun.
Doctor: par aap ka un say rishta kiya hai.Arjun: rishta..Sameer: Patti hai ye us kay..
Doctor: theek hai phir aap un say mil saktay hain.
Anu: aap nay doctor say jhoot kyun kaha. Sameer: zayan k ye dono maa papa hai, bolo phir koi is rishtay ko kiya naam day da, agar mei jhoot nahi kehta toh zayan ko kis naam say pukara jata ek na jaiz aulad..
Anu: aap theek hi kehtay hai, magar indono ko kaun samjhaey.
Arjun enters in Riya's room.
Arjun: kaisi ho tum.
Riya: theek hun.
Zayan is sitting beside her and she holds his hand, Arjun removes zayan hand from her hand and takes her hand in his hand.
Arjun: toh aab tumhara faisala kiya hai tumhain humaray sath jana hai ya nahi,
Riya: Mera faisala aaj bhi wohi hai jo kal tha.
Arjun: agar mei kahun k zayan ko tumhari zarorat hai phir bhi nahi jaogi.
Riya: nahi.
Arjun: agar mei khaun k zayan ko nahi mujhe bhi tumhari zarorat hai, tab bhi nahi jao gi,
She is quite at this time, He gets his courage to speak more.
Arjun: agar mei kahun k tum meray jeenay ki wajha ban gai ho, tab bhi nahi jao gi.
Riya lips locks.
Arjun: Agar mei ye kahun k tum mere sath zayan k maa nahi balkay meri patni ban k chalo tab bhi nahi jao gi, agar mei ye kahun k mei bhi tum say pyar karnay laga hun, tumharay bina nahi jee sakta, tab bhi nahi, mei ye kahun zayan say zayda mujhe tumhari zarorat hai tab bhi nahi, meri sansein tum say jur chuki hain Riya, mei tumharay bina nahi jee sakta. She keeps her fingers on his lips.
Riya: aab ek lafz bhi nahi. ( she cupped his face and he starts licking her plam).
Arjun: Riya.
Arjun hugs her tightly in that way he never let her go again his hand rubs her bacha nad her hand around his neck tight her grip, zayan is quitly watching the reunion of his Mom and Dad. Arjun separates her kisses her on her forhead.
Zayan: mama.
Riya turns her head to see zayan, she also hugs zayan and Arjun Hugs them both.
Arjun: aab humari family complete ho gi.
Sameer and Anu watching both of them by standing at the corner of the room.
After few days recovery She goes with Arjun.
Riya is lying on the bed and Anu and zayan is in the room. Arjun enters in the room.
Arjun: zayan beta ap bahir jana mujhe aapki Mama say kuch zarori baat karni hai.
Anu: chalo Zayan abhi apnay Mama Papa ko akela chor do.
Zayan: kyun Maasi.
Anu: Abhi aap chotay ho baray ho gay toh sab samjh jao gay.
Arjun locks the room and lied beside her , Riya feels embaresed , Arjun puts his hand around her waist and Put his head near her heart.
Riya: kiya kar rhay hain aap.
Arjun: ssshh, bus tumharay dil ki dharkanein sun raha hun.
Riya: kyun.
Arjun: bus dekhna chahta hun k ye aa bhi mere liay dharakta hai ya nahi.
Riya: toh kiya mehsso kiya aap nay.
Arjun: yahi k aaj bhi in dharkanon par mera hi naam hai, wo alag baat hai k tum kehna nahi chahti.
Arjun: Riya mujh mei aana koot koot k bhari hai.
Riya: janti hun.
Arjun: isliay mei aapnay dil ki baat lafzon mei nahi keh sakta , soch raha hun, kehnay say aacha hai kar k dekha dun he kisses her on her heart.
Arjun: mera ghar hai ye.
He licking her neck, her cheecks and her nose.
Riya has feeling butterfly on her stomach.
Riya: Arjunn.
Arjun: unhunn.
She one knocks on the door.
They both sits in shocked position, he opens the door.
Sameer: kar lit u nay zarori baat.
Arjun: ha.
Anu observes Riya she is blushing.
Anu: aakhir aaisi kaun si zarori baat thi k tumhara sharmana band nahi ho raha.
Arjun turns to see Riya who is still red.
Sameer: agar tum dono ki zarori baat ho gai hai toh mei bhi ek zarori baat kehna chahta hun.
Arjun: ha kaho.
Sameer: tum dono ki shadi ki date fix ho gai hai, ek hafaty baad tum dono ki shadi hai.
Arjun: ek haftay, abhi toh buhat din hai, Sameer kuch jaldi nahi ho sakti.
Samer: buhat jaldi hai tujhya dulha banay ki.
Arjun: char saal intezar kiya hai, aab nahi hota intezar.
Riya: char saal intezar kiya hai ek saal aur sahi.
Arjun: madam ek saal nahi ek hafaty.
Riya: bus ek haftay bhai ye toh buhat kam hain kam iz kam ek saal toh hona hi chaheay na.
Arjun: no..
Sameer: toh aaj hi kar dyan.
Arjun: aaj kiya mei toh abhi tyar hun.
Sameer and Anu smiles.
After 5 years of their marriage.
Zayan and a little girls running on the Launch. Arjun and Riya sitting on the opposite Coutch, arjun is reading files while Riya is cutting fruits
Zayan sits beside riya and Girls move towards her Papa
Zayan: mama dekhen Zoya nay meri gun tor di.
Zoya: Papa bhai nay bhi meri doll k baat kahrab kar diay ( 4 years zoya tells her Father)
Zayan: mama pehalya is nay meri gun tori thi.
Zoya: nahi Papa pehaly Bhai nay meri doll k baal kharab kiya thay.
Riya: aap samjha lyun apni beti ko k meray betay ko tang nahi kiya karay.
Arjun: meri princes buhat aachi hai, zaror ghalti tumharay betay ki hogi.
Riya: mera beta nahi aaisa nahi kar sakta, yakeenan ye aap ki Princes nay isay tang kiya hoga.
Arjun: meri Princes aaisa nahi karay gi.
Riya: kyun? Mera beta intahi shreef hai,
Arjun: tum kehna kiya chahti ho, k meri Princes badmash hai.
Riya: kehan kiya hai wo hai.
This is daily routine of both of them to quarreling regarding their children.
Zayan: chalo zoya mei tumhain nai doll la k dat deta hun.
Zoya: sorry bhai mei kabhi aap k toys ko hath nahi lagaun gi.
Zayan: kyun mei tera bhai hun na mere toys tere bhi toh hain.
After when the childrens leaves Arjun sits beside her and put his hand on her shoulder.
Arjun: riyu.
Riya: hunn.
Arjun: aakhir hum kab tak bachon ko lay k bachon ki tarha laraty rahen gay.
Riya: pata nahi.
Arjun: tumhain nahi lagat k humain third child k baray mei plan karna chaheay aakhir hum kab tak aap ki Princes aur mera Prince karaty rahen gay, humain Third child k baray mei sochna chaheay jo neutral ho, jo kay humaray jhagray barhanay k bajay kam karey,jisay lay k hum kabhi na jhagra kareen, kyun kiya khayal hai tumhara.
Riya: baat toh theek hai maagar.
Arjun puts his finger on her lips.
Arjun: aaj say shru Karen.
She smiles and say no.
Arjun: mujhe na sunay ki aadat nahi hai Riya.
He picks her up in his arms and go to their bedroom and closes the door, The children playing in the play
rooms while their parents play with each other in their rooms.
That's complete their incomplete Love story
" HUMARI ADHORI KAHANI"
THE END.
I hope that you like this part, thanks you all for liking this. And please tell me about your views regarding this SS.
Edited by sumbulqaiser - 12 years ago
503