could be mother(the new entry - aakash's mom) and could be father (SP) dono ki chup chap background mein khade khade ek durse ko bas badi badi, moti moti aankhe kar ke ghur rahe thhey...aur dono ke jiyale bete (ek hayeee hum sab ka dreamyyy, hot yashjiii aur dursa vo kamina aaksah) ek dusre ki gardan pakad ke khade thhey...prateek babu as usual apni pyari pari darling ka aanchal pakad ke khade thhey as in kahh rahe ho, mere do do gabru jawan bhai hai tho bhala maiye kyun aone hath ko dard dun😆😆😆😆
doston...MLA sahab ki entry tho bas dhamal ki kamaal thi...pura hospital ghar ke bahar hi khada kar diya...heheheeheheheh SP ki shakal dekhne wali thi maano kahh raha ho kamine blood test nahi DNA test hona hai...aur tu bina bulaye yun hi aa gaya😆😆😆
Ab ghambhir chintan ka sawal ye hai ki SP galat hai ya phir naee mohtarma coz at times dono hi galat lag rahe hai...lagta hai ye khichdi kuch zyada hi deir legi banne mein...what say guysss
khair CV's ab aakash babu kisi ka bhi beta ho...what matters to me most is that finally anshuuu darling is back and aarya famiy is safe and together again...kamre ka rush bhi thoda kam ho gaya with dubey's bein off to tirtha yatra...tho pleaseee kuch aarya romance de do...ye father-beta fight hum happilyyy manage kar lengeee...pakka wala promise...