After gauri reject to come back to jagya and jaitsar..
Jagya come back with heart broken and crying face 😭 but dil mai baji hai gitar..😉
Shiv saw him.. his heart broke in pieces seeing him like this 😭
Shiv: what happen jagya.. kya huva.. tum inte pareshan kyu ho
Anandi: pareshan kyu nahi hoga.. gauri se jo milne gaya tha' itne dino ke baad loud music sunne ko mila hai uska asar hai 😉
Shiv (still confused) : loud music 😕
Jagya: tum nahi samjoge shiv.. gana sunna padta hai.. bate sunnei padti hai.. filhat to maine gauri se kaha ki wapas aajao.. par usne mana kar diya 😡
man mai aacha hua nahi aaye ab mai apne shiv ke sath jindgi gujar sakta hu.. forum mai kiske kahayal muje kitne milte hai.. 😳
Anandi: mana kar diya.. nahi'''''' wo aisa nahi kar sakti.. tumhe chod kar nahi ja sakti 😡
Shiv: kya faisala liya hai usne 😳
Almost wanted to jump in happiness
Anandi : 😡🤢
Shiv " kya faisa liya hai usne.. aisa karne ki jarurut thi usko' par kyu kar gayi to aisa faisla..😆
Jagya come forward to hug shiv but before he can.. anandi come in between pull shiv towards her and make his stand beside her..
shiv: aapke jagah yaha hai.. jagya... thoda dur se.. 😆
Jagya: kamkabka kahi ki aagayi bich mai.. 😡(loudly) shiv ab mera kya hoga mai kiske pass javungi.. kise apna hamsafar apnavunga
anandi: wo to ganga ka option hai tumhare pass. 😆Par usne aisa kiya kyu 😕
jagya: usne kaha ki forum ke log kehte hai' this is easy redemption to her.. to wo thoda footage kahakar aayegi 🤪
shiv: what
anandi to shocked 😲
anandi: par tumheb hi to easy redemption mila hai' usme mila to bhi koi baat nahi
jagya: ha maine bataya use.. par nahi mani..
anandi: bechari baliva vadhu uski aur meri kahani ek jaise hai' bechari.. garui😭
jagya: anandi aisa bilkul mat kehna.. varna forum wale kehte hai tum advertisement karti hu apne bv hone ke 😆
anandi: kisne kaha aisa.. dekhavo use.. 😡
shiv: jane do anandi log to aisa kehte hai.. hame kya karma hai 😆
jagya : aur bhi kehte hai 😳
anandi: kya 😕
shiv: nahi jagya mat batana 😭
jagya: yahi ki mai aur shiv matlab shya ek duje ke liye hai. ☺️
Anandi: what 😡 teri ye himmat.. meri pati par najar.. 😡
Shiv: anandi aisa nahi hai 😳
anandi: pata hai muje shiv.. isi mai character locha hai..
They saw rattan is coming with gudnas.. to fight with them 😡
Anandi pull jagya and throw him towards ratan..
Anandi: na rahegi jagya aur na hogi meri sansar ki barbadi..⭐️
Shiv: fir ganga kya hoga 😕
Anandi: wo to comeo hai..😉
Shiv : fir thik hai.. .. 😆