Hey every one!!
Yes I am back with another story!! But this time, I am not alone..
For the first time I'm going for a joint venture, with my dear Choti aka Payal_156 who has been the inspiration to pen this one down...
Its been a time when this story outline is been in her head, so we are going for it together!!
Hope you like it, and we are eagerly waiting for your responses.
So here we go...
INTRODUCTION:
zindagi kya hai...
aankhon ka paani ya
khushiyon ki kahani...
sab kehte hai jiyo har pal tum iss zindagi ko
kya pata kal ho na ho..
shayad sahi kehte hai sab..
kisi ki bi zindagi ek pal par hi depend hoti h..
kisi ki zindagi ka ek lamha uski zindagi badal sakta hai..
aisa hi hua Arjun ke saath bhi..
zindagi aapka hamesha saath de ya ache lamhe de jaye zaruri to nahi
log kehte hai kisi ke chale jane se zindagi rukti nahi mana
par usi purana tareeke se chalti bhi nahi...
Khalipan adhurapan bharta nahi...
usne bhi jiya tha ek aise zindagi, najaane kiske nazar lag gayi??
zindagi ek paheli hai
naye rang dikhlati hai har kisi ko har roj!.
par ye zaruri to nahi ki har koi uske rang me rang jaye..
zindagi ek anokhi dastan hai
jo ise samaj jata hai
wo is kasauti par khara utar jata hai
par jo nahi samajta...
zindagi use apne tarike se samjha hi deti hai..
bs sabka apna nazariya h koi use jaldi samaj leta h aur koi der se..
aisa hi hua kuch arjun ki zindagi me bi..
--- Payal-156 (Choti)
CHARACTER SKETCH :PAGE2
35