-> Usne jab photos dekhi to usse gussa to bahut aaya but usne madhu ko le jakar kamre me band kar diya but jyada kuch nahi kaha.
-> He loves scaring her but never really hurt her like one time he said ki agar usne uski parvarish par saval uthaya to vo uske sar pe bottle mar dega but usne aisa nahi kiya,usne madhu ke sar pe bottle nahi phodi
-> usne madhu ko bola ki vo uski ma se maafi mang lega but ye photos nahi chapni chahiye newspaper me varna vo usse jaan se mar dega.Photos chapne ke baad bhi usne madhu ko jyada kuch nahi bola
aur sidha hospital pahuch gaya.
-> yad hai vo dialogue:-
"agar mujhe yaad karne ke alawa koi aur kaam kar rhi ho band kar do.Aur bhaagkar apne pati ke paas aa jao."
And when madhu tried to stop hm from hurting malik, he didnt like being touched.GREAT,matlab madhu ko vo touch kare but madhu usse touch na kare.
-> When he said:- "vada toda hai tumne,dhoka diya hai,mujhe dhoke se sakht nafrat hai." IT was more like-"you are my wife,how could you betray me like this"
Conclusion:- Rk kabhi bhi madhu ko hurt nahi kar sakta,na hosh me, na behoshi me.Vo jankar madhu ke relatives ko pareshan karta hai taki vo pareshan ho but hamesha ek distance rakhta hai.All in all he respects women...He never crosses his limits...
In today's episode I was shocked to see that he scolded madhu in front of his family. I mean koi apni mom ke aage,,,i mean kafi jyada close dikhaya tha yr, mummy ke aage to sharam karo RK...But I like his BOLDNESS
Hehehehehe,,,I love them...