krihsn a and tanmey donno professer ke damad thee aur eik un main se eye witnesss hai aur tanmey ka adrash ko aur krishna ko phone karna
aur tanmey ne jesey bola ke wh khanna la ne gaya th a lakin tanmey ke paas koe khaney ki cheeze nahi thee us waqat
aur adrash ki death se kisey faida hooo sakta hai
krishna joh paheley se rich hai aur us ka apna ghar hai aur apna pariwar hai
tanmey joh eik ghar damad hai aur uska apna pariwar b nahi hai
aur thorey dinno paheley adrash ne hi usey ghar khali karney ko kaha tha
lakin tanmey ne jaab adrash ko mara toh koe zakhmi nahi huwaa us waqat may be adrash ke nakhoon the aur adrash ne apney ap ko churaney ke liyeh tanmy ke haath main apney nakhoon se noucha hooo lakin kher
jaab police ne krishna ko arrest kiya toh krishna b zakhmi nahi tha
pratgya ki yeh baaat aney lawyer ko ke hum ko phone ka pata laga lay na chayeh aur isey churana nahi chayeh
tanmey toh har jaga chala jata hai
lab main b woh tha aur kesey ahsani se apna sample aur krishna ka sample change kiya usne
aesey woh kesey lab main ghuss sakta hai
main khud aona hospital run karta houn lakin koe aesey lab main nahi jaa sakta hai lakin chalooo yeh dubai ki baat kuch aur hai
pakistan aur india main aesa ho jata hai akser
tam tam ne samples ke saath mixxing kar ke apne liyeh khud problem create kar lee hai buhat jald yeh pakra ae ga
ager krishna ne bola ke us waqat ji s waqat police ne arrest kiya us waqt krishna ka koe khoon nahi nikla tha
aur chandu toh jesey gayab hi hoo gaya hai
tanmey chala gaya hai
shakti ne pratgya se tanmey ko raishwat deney ki baat kaheee lakin pratgya ne refuse kiya lakin pratgya yeh nahi dekh parhee hai ke udher tam tam apni har mumkin kohsish kar raha hai krishna ko kasooor war karney ko aur sari gh b uski baat par yakeen kar rahai hain
buhat negative jjaa raha hai
thursday ki episode main mujhey laga tha kr pratgya tam main shaak karey gee lakin aese a friday ki episode main nahi huwa
shakti pratgya ko boley gaa ke tanmey ne usey ziyada money mangney ki baat boli hai taab ho sakta hai tam tam pay shaak hooo
theen dinoo se case chal raha hai aur behkasoor ander hai aur gunneh gar bahir aesey ghoom raha hai aur har jaga ja raha hai aur evidence aesey mita raha hai ahr haans raha hai itna gussa toh menka pay b nahi aayaa tha jitna professser arushi tanmey
kesey against hoo gayeh hain pratgya aur krishna keee