My co-memebers i read this poem liked it ,so posting it.
read if u r intrested in poems and do not read if u r not.I don't want any comments for just making fun of this poem .Positive criticism is welcomed.
Moderators can close this if thy think it is useless ,but don't ban me plz. 😆
If someone like it thy can copy it ,as there is no copyright 😆
Here it goes:
zindgi se mile zakhmon ko hi
jeene ka bahaana bana lene mein
kya jaata hai
har roz mout ke khaab saja lena bhi
kahaan humein aata hai
maangne par bhi jab mout milti nahiin
toh aasao seen se lagaaye
jiye jaane mein kya jaata hai
pyaar ki talaash mein bhatak raha hoon
is manzar se us se manzar
thokhar hi khaane ko miltee hai
har darr har manzar
har kadam par jhulse hain apne khaab yahaan
is patthar dil duniyaa ki bhatti mein
par khaabon ke shav uthaye ghoomne se kya faayda
jalte khaabon ko dekh ashq bahaana
bhi humein kahaan ata hai
zindigi se mile zakhom ko hi jeene ka
bahaana ban alene mein kya jaata hai
har dard chhipaaye baithen hai
tahon mein seene ki
har aah dabaye mein
galiyaaron mein apne mann ki
jab jab sahra maangna chahe kisi se
wahii humein khushiyan batorne chale aate hain
muskan bikher unke hothon par
bojh toh halka hota hai magar
kisse kahein ki in zakhom se
bilakhnaa
ab aur saha nahiin jaata hai
zaindgi se mile zakhmon ...
plz. reply if u liked it 😊