apne majnu keh baal toh dekho jan kho dekh kar hamara dil machleta hai😳
aap key ye baal dekh humara dil zoor zoor se chalai aap keh ye baal jab hawao se baatein kare toh hamarey dilon key dharkan bar jaatey hai aap key inn zolfon ne hum sub keh dil chora liey aap khe ye baal uff❤️😳