hey guys,
i found a song. i think the words of this song wud be great for the way prem feels about mukti. they sud use it. wat do u think?
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Hoooo rabb di kasam yaara, rabb di kasam
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Rukh zindagi ne modliya aissa, humne socha nahin tha kabhi aissa.
Rukh zindagi ne modliya aissa, humne socha nahin tha kabhi aissa.
Aata nahin yaakein, kya se kya hogaya
Kiss tarhan mein tumse bewafa hogaya
Insaaf kardo, mujhe maaf kardo, itna hi kardo karam.
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam
Aawaragi mein bangeya deewana,
Meine kyun saadagi ko nahin jaana
Aawaragi mein bangeya deewana,
Meine kyun saadagi ko nahin jaana
Chahat yehi hai ke, iss kadar pyar doon
Kadmon mein tere mein, do jahaan vaar doon,
Chein mera lelo, khushi meri lelo, dedo mujhe dedo saare gam
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Mere ashk keh rahe meri kahaani, inhe samjho na tum sirf paani
Mere ashk keh rahe meri kahaani, inhe samjho na tum sirf paani
Ro ro ke aasuon ke daag dhul jaaeinge
Inmein wafa ke rang, aaj ghul jaaeinge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi, karoonga na tumpe sitam
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam.
Hoooo rabb di kasam yaara, rabb di kasam
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam
Dil dediya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahin kareinge sanam