Posted:
wow, the only thing that amazes me is how CVs show that going to canada or USA, is just like going to Mumbai to delhi... ... aarey main jaa raha hoon, tum bhi chalo... boss ek ticket or karwa dena... yadayadayada.. Canada yah US... aare who toh mere baap ki jaagir hai, jab jana hai aaram se ja sak te hain...
court cases take months and years to resolve but migration visa toh do din mein miljata hai, CVs ke sage walhe betain hain embassy mein...
aaare bahi saman pack karo, hum kal canada jaa rahe hain... wahwah kya baat hai...!
what bull... this show is pathectic... band karo bakwaas...!