Jab meri khidki par subah ki dhoop aati hai,
Ankh khulti hai aur tumhari yaad aati hai,
Din bhar tumhein dekh kar bhi dil nahin bharta,
Ghar jaane ka bhi mann nahi karta,
Jab ghar jaata hoon toh, shaam ko phir tumhari yaad aati hai,
Sota hoon toh tumhari yaadein baar baar jagati hai,
Aisa nahin ho sakta ki tum mere paas hi raho,
Itne paas akar door kyun chali jaati ho...