PART 49
They ended their kiss
Geet lowered her gaze
Maan loved this side of hers
He lifted her face by holding her chin
Maan: Geet mujhse nazre churaya mat karu...tumhari nazre hi toh mujhe tumhare dil ki har ek baat batathi hai
Geet was still blushing she hugged him
Geet: Vada kijiye Maan aap yuhi humesha mere paas rahenge kabhi bhi mujhe khud se dur nahi karenge
Maan: Ye bhi koi kehne ki baat hai mishty bhala koi apni jaan ko khud se alag kar saktha hai kya?
Geet: Maan aapne aaj ka din mere liye kitna special bana diya main ye din kabhi bhi nahi bhulungi
Maan: Aur bhulna bhi nahi chahiye waise bhi MSK roz roz thodina cycle chalatha hai wo toh tumne kaha issliye warna koi aur aise baate mere saamne kehne ki himmat bhi nahi kar saktha
Geet: Koi aur kehke toh dekhe ye sirf mera haq hai samjhe aap
Maan: Wasie agar kisi khoobsurat ladki ne pyar se mujhe ye kaha hotha toh shayad main maan bhi jaata
Geet: Kya kaha aapne aap kisi aur ki baat maanoge... mere hothe hue koi aur ladki aapke aas paas bhi mandara nahi sakthi samjhe aap
Maan: Hmm...jealous feel kar rahi ho?
Geet: (thinking) Jealousy kya hothi hai abhi batathi hoon Mr. Khurana
Maan: Kya hua Geet chup kyun ho gayi?
Geet: Maan main aapko ek baat batana bhool hi gayi
He turns her around and places his head on her shoulder
Maan: Kaunsi baat Mishty?
Geet: Maan wo.. main ek play mein participate kar rahi hoon jismein main main lead hoon
Maan started kissing her shoulder...then her neck...
Geet: Maan aap sun rahe ho ya nahi?
Maan: Haan sun raha hoon toh kis tarah ka play hai jismein tumhe main lead ka role mila hai
Geet: Wo ek romantic play hai... romeo juliet..heer ranjha types
Maan stops kissing her and looks at her with a serious face
Maan: Geet iska matlab tumhare play mein koi male lead bhi hoga jo tumhare opposite role play karega
Geet:(thinking) Ab aayega maza Mr. Possesive Singh Khurana
Maan: Bolo na Geet
Geet: Ofho Maan ye bhi koi puchne ki baat hai offcourse ek hero toh hogahina warna romantic play kaise hoga
Maan: Par Geet yun achanak ye play karne ki kya zarurat hai tumhare toh exams honewale haina?
Geet: Exams k preparations ho chuke hai aur waise bhi hum ye play kisi reason se kar rahe hai
Maan: Kaisa reason?
Geet: Hume jo bhi tickets k paise milenge hum usse ek firm ko donate karnewale hai jo k chote anath bachho ka dhyan rakthe hai
Geet: Maan aap bhi kuch donation dogena?
Maan: Haan Geet zarur dunga par...
Geet: Par kya Maan?
Maan: Geet wo main keh raha tha k...
Geet: Kya keh rahe the maan boliyena...
Maan: Wo jo tumhare saath hero ka role karnewala hai uski umr kya hogi?
Geet felt like laughing but somehow managed to control
Geet: Bus aapki umr ka hoga kyun?
Maan: Meri umr ka...waise wo ladka dikhne mein kaisa hai?
Geet: Kya Maan ab hero ka role mila hai toh definetly wo handsome hi hogana?
Maan: Kya shakal bhi thik thak hai...
Geet: Waise Maan aap uss ladke k baare mein itna information kyun puch rahe ho?
Maan: Nahi aisa nahi hai Geet...wo haan tumhare opposite kaam karnewala hai toh main bus jaane ki koshish kar raha tha k wo tumhare takkar ka hai bhi ya nahi
Geet: Oh toh ye baat hai waise aapko fikr karne ki koi zarurat nahi hai humne pehle bhi kafi plays eksaath kiye hai aur sab kehthe hai k humari chemistry kafi lajaawab hai
Maan: Kya?
Geet: Aur itna hi nahi sab kehte hai k humari jodi ekdum perfect onscreen jodi hai
Maan: Ek baar haath lag jaaye uss ladke ko kabhi kisika jodidaar banne layak hi nahi chodunga
Geet: Kuch kaha aapne?
Maan: Nahi toh Geet
Geet: Maan kahi aapko jealousy toh nahi ho rahi?
Maan: Nahi Geet main kyun jealous feel karne laga
Geet: Wahi toh jealous feel karni ki koi zarurat bhi nahi hai waise bhi wo thodi na mujhe real mein propose karega
Maan: Kya woh tumhe propose bhi karega?
Geet: Haan Maan ab romantic play mein agar hero heroine ko propose nahi karega toh maza thodi na aayega haina?
Maan: Geet waise ye ladka rehtha kaha hai?
Geet: Kyun Maan?
Maan:(thinking) Uske ghar jakar uski aisi pitai karunga k dubara kabhi bhi kisi ladki ko propose karne layak nahi rahega...meri misthy ko propose karne jaa raha hai uski ye himmat
Geet: Maan aap kaha kho gaye?
Maan: Kahi bhi toh nahi waise tum logo ne play k rehersals shuru kiye ya nahi?
Geet: Kal se karne jaa rahe hai thik 10 baje
Maan: Mujhe kuch karna hoga...
Geet: Kya karna hoga?
Maan: Kuch nahi...
Geet: (thinking) Sab samajthi hoon janab k dil mein kaunsa toofan utt raha hai
Maan: Geet chalo chalthe hai
Geet: Maan aap mere rehersal pe aayogena?
Maan: Nahi Geet kal mujhe bahut kaam hai
Geet: Thik hai...kya kare kaam bhi toh zaruri haina?
Maan:(thinking) Main kabhi bhi apne aakhon k saamne kisi aur ko tumhe propose karta hua nahi dekh saktha
Geet: (thinking) Aap zarur aayenge Mr. khurana main bhi aap hi ki Geet hoon khub pehchanthi hoon aapko
Geet: Chale Maan
Maan: Haan chalo
Maan dropped Geet at her house and left from there
It was the first time that Maan did not demand a kiss from Geet he was constantly thinking about the play
Khurana Mansion
Nakul: Maan Sir khana laga du?
Maan: Nahi mujhe bhook nahi hai tum khana khakar so jau..mujhe toh aaj jagran karna hai
Nakul: Jagran? Magar kyun sir?
Maan: Tum sawal bahut puchthe ho Nakul tum jaakar khana kau jau
Nakul: Thik hai
Maan: Soch MSK kuch soch Geet sirf teri hai aur koi usse haath bhi nahi laga saktha propose toh dur ki baat hai kaise rokhega tu...
Maan: Jab tak koi idea nahi miltha tu sone nahi wala haan...
Maan was moving here and there in the room
Maan: Kabhi exams ki padayi karne k liye bhi raat ko jaga nahi aur yaha Geet k pyar mein mujhe ye bhi karna pad raha hai...
Maan: Haan ye thik rahega main bilkul aisa hi karunga
He was happy with his idea and he finally decides to sleep
Next Day
Sharp 10 o'clock
Rehersal hall
Maan was already present there
Geet: Maan aap yaha?
Maan: Tumne itne pyar se bulaay tha toh main mana kaise kardetha issliye main yaha tumhe surprise dene k liye aa gaya
Geet: How sweet Maan. I love u
She places a kiss on his cheek
But Maan was still thinking about the play
By that time the remaining group also arrives
Geet: Maan ye hai Rohit mera hero...
Maan: Kya?
Geet: Mere kehne ka matlab hai mereplay ka hero
Maan was a bit relaxed
Geet: Rohit ye hai Maan mere
Maan: Geet ka honewala pati
Geet somehow managed to control her laughter
Rohit: Hello Maan nice to meet u
Maan: Afsoos main ye tumhare baare mein nahi keh saktha
Rohit: Excuse me?
Maan: I mean same here...
Director: Chalo bhai rehersal shuru kare...
Geet: Ji Sir
The rehersal starts
Rohit: Main tumhare liye chand taare tod kar laa saktha hoon...tum ishara kar do toh tumhe falak ki sair tak karwa saktha hoon
Director: Cut...cut.. ye kaise bakwaas dialouge bol rahe ho...zara feelings aur emotions daalo... zara Geet ka hath apne haath mein lekar ye kaho
Maan: Iss Director ki toh main...
Rohit takes her hand in his and repeats the same dialouge
Director: Cut...cut... Are itni sundar ladki tumhare paas khadi hai zara uske nazdeek jau...uski aakhon mein aakhein daalkar baat karo
Maan: Rohit ko toh main baadmein dekh lunga magar iss director k bachhe ka kuch karna hoga...
Rohit once again repeats teh dialouge
Director: Cut...cut
Maan gets up
Maan: Chup bilkul chup ab koi kuch nahi bolega
Director: Kyun nahi bolega
Maan gives the typical MSK look
Director starts trembling
Maan starts walking towards the stage
PRECAP: Guys next update will be the 50th part of DMG so I thought of making it special... so just wanted to ask are there any takers for
MAANEET'S MINI SUHAGRAAT☺️☺️☺️
Do let me know
PLS PRESS D LIKE BUTTON N DO COMMENT
Love-Piya
Edited by piya- - 13 years ago
62