Kitni azyat se ussne mujh ko bhulaaya hoga
Meri yaadon ne usay khoob rulaaya hoga
Baat be baat aankh uss ki chhalki hogiUss ne chehre ko baazuon mein chhupaaya hogaKitni azyat se ussne mujh ko bhulaaya hogaSocha hoga uss ne din mein kai baar mujheNaam hatheli pe bhi likh likh ke mitaaya hogaJahan ussne mera zikar suna hoga kisi seUsski aankhon mein koi aansuu toh aaya hogaKitni azyat se ussne mujh ko bhulaaya hogaRaat ke bheegne tak neend na aayi hogi tujheTu ne takye ko bhi seene se lagaaya hogaHo ke nidhaal meri yaadon se tu ne jaanaMeri tasveer pe sar apna tikaaya hogaKitni azyat se ussne mujh ko bhulaaya hogaPoocha hoga jo kisi ne teri haalat ka sababTu ne baaton mein khoob usse chhupaaya hogaKitni azyat se ussne mujh ko bhulaaya hogaMeri yaadon ne usay khoob rulaaya hoga...!!