Originally posted by: smitasmita
aab Anant papa se kya bolega???
1.Papa kaal mein sleep walk kar raha tha..aaur galat bol gaya...mujhe shaadi mein jane do.😆
2.Papa meine realize kiya hai ki mein office jaunga to aapki company doob jayegi...isse achha hai mein shaadi attend kar leta hoon😕
3.papa mujhe murga kat ta hua dekhna hai..plz mujhe shaadi mein jane do 😉