foe getting a lot of nominations:
main Ekta jee ko shukriya kahan chahthi hoon, unke bina yeh sub kuch munkin nahin tha.
main apne parivaar ka bhi shukriya kehna chahthi hoon, unhone humesha mera saath diya, sukh aur dukh mein,
unhone meri sapno ko pure karne mein madad ki.
main apne bade bhaiyya harsh aur gautam ko shukriya kahana chathi hoon, unhone mujhe itna pyar aur apnapan diya hain 😭
Mein apne bade didiyan sharmila aur lavanya ko bhi chahthi hoon, who mere didi kum aur saheli zyada the.
Mein apne devta saman bhabhi SLV3 ko bhi shukriya kahana chahthi hoon, unhone is parivvar ke liye kya kuch nahin kiya, who is ghar ke bahu nahin, beti hein.
Mein apne nanhe munhe bhai karu ka bahut badi shukrguzaar hun, usne is parivaar ka naam itna roshan kiyan hai.
aaj mein sabse garv ke saath kah sakthi hoon ki, mein hi karu ki behan hoon 😭
Karu thum jeeyo hazaron saal
😆😆😆 OMG Pragya!! that beats Ekta hands down 😆