I made a poetry on Khuda Aur Muhabbat storyline.But before that I will say I was inspired by what.
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=aZoU2u9fpsw[/YOUTUBE]
After reading this intense shayari , I gave it a try too.😃
Here it goes.
Woh kehti hain 'Suniye Jee..Parhda hain mera lehja'.
Mein kehta ho usko ye 'Sanam se hain kya parhda?'
Woh kehti hain mujhko ye 'aaye ho kyun yaha pe?'
Mein kehta ho 'meri jaana jaha par tum rehti ho ,, waha ye shaks beth tha hain.'
Woh kehti hain mujhse ' ye baatein kaha se seekhi?'
Mein kehta ho usko yeh 'Zara ghor se suno..Ye ahatein hain mere dil ki'.
Woh kehti hain 'O Zalim mein tujhse pyaar nahin karti'
Mein kehta ho meri jaana ,, barhi achi jhooti tum.
Woh kehti hain 'Mere Maula..Zara Samjha Isko Tu'.
Mein kehta ho usse ke khuda bhi nahin samajh sakta'.
Woh kehti hain 'Suniye jee..Parhda hain mera lehja'.
Mein kehta ho usko ye'Sanam se hain kya parhda?'
It really fits on Hammad-Iman Situation.How Hammad loves her and Iman tries to ignore Hammad.
Hope you liked it.Do Comment.😃