KAHAN se kavyanjali ke kahani shuro hoi,pehla anjum phir anjali,kavya ka pyar phir anjali ka be-inteha pyar.
dono ke zindagi main buhat mushkalein,takleefein phir bhi pyar na hua kum,pammi ka ana kavya ke dusari shaadi.
har kisam ke halat ke bawajod duno ka pyar karte rahne,aur phir aik din duno ka mil jana.
Aur phir sub kuch thik hotae huae duno ka youn bicharna ke phir na milna.
WOH MILA THAE BICHARNA KE LIYA
Shiyad yahi zindagi hai,kitna logon ke saath asal main youn hota ho ga.