DK babu and Joytiji -Badhaai ho badhaai.
Jyoti, you must show us your ring. Humbhi to dekhe ke Kanaka diamonds aapki oonglipe kaise chamakta hai.
Waha Waha Juryji, Jodi Kya Banaai
Jyoti Aur DK Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Net Mein
Yeh Tumhaari e-Sagaai
Chillyki Kripa Se Yeh, Shubh Ghadi Aai
Jyoti Aur DK Ko, Badhaai Ho Badhaai
Sab Rasmon Se Badi Hai Net Mein
Yeh Tumhaari e-Sagaai