i loved it ⭐️
Maan
mai abhi bhi wohi purana Maan Sher Khurana hun jo bohot khud-gharz hai aur meri gharz hai....ke mai tumhe hamesha khush dekhun
( sadqay jaun iss khudgharzi ke 🤣 khudaya mujhe bhi dey de aisa aik khudgharz 😛)
tumhare honto pe muskurahat hai....to meri dunia mukurati rehti hai Geet
( aur nigi to aap ko dekh ke muskurati rehti hai maan sir 😃🤣)
haila here comes my adoralbe adi with kala chashma
dhinchak dhinchak
oye balle balle
Adi
Congratulations Geet...ab to tum officially maan sir ko bata sakti ho ke apne staff ke sath plzz ghussay mai na baat karen...🤣
( Geet bhi officially sherni banne wali hai, chohay ke dil wali sherni🤣)
Adi
Maan Sir aap agaye daantne.....🤣🤣🤣
mmmera matlab hai nachnay.....🤣🤣🤣
(plzz adi rabb da wasta ay tainu bhangda na kara Maan sir se🤣 mujhe yad hai abhi tak dhabbay wala dhinchak dhinchak🤣)
haa ha haa haa..nachen na sir aaj apki engagement hai...🤣
( Adi kyun sher ke mou mai hath dalta hai🤣 sherni ko bol😉)
Maan
Adi tumne chashma kyun pehna hai😳
Adi
Sir wo aapki sagai ki khushi mai🤣🤣
Dadi
Maan beta..aaj to khushi ka din hai aaj ke din to attitude mat dikhaiye
🤣🤣🤣
(aaj buray phansay maan sir🤣)
and now comes my favourite scene...maan doing bhangda...haila
🤣🤣🤣
MSK ka bhangda bhi sab se hat ke hai bai🥳
he looked so cute and funny 😆
Maan
wo chand jise gawah maan kar maine tumhe anghoti pehnai ti...
humare rishtay ki be-daagh pavitarta ko dekh kar aaj wo bhi sharama jaye ga......😍😍
(wese maan sir aaj kal apki naughty harkaton ko dekh ke hum bhi sharma jate hain🤣🤣)
.......kyun ke daagh to chand mai bhi hota hai lekin humare rishte mai koi daagh nahi hai geet..😍
(Maan sir daagh ho bhi to surf excel hai na....🤣🤣 har type ka daagh dho dalay..😎🤣🤣)
Ok guys share your todays episode favorite lines or scene ⭐️