when riddhima will run to search armaan on her wedding day.they will had a very emotional convo
ridz-armaan tum samaj kyun nahi rahe meri shaadi ho chuki hai.armaan moov on plz
armaan-kaise riddhima kaise tumhe andaaza bhi hai ki moov ab mehnga ho gaye aur tumahre papa ne meri salary nahi increase ki.
ridz-armaan main samaj sakti hoon ki moov mehnga ho gaya par main kya mera baap saala hai hi aisa .
riddhima ne armaan ka diya hua kangan pehna hua tha.
armaan dekhkar kehta hai-yeh toh vahi kangan jo maine tumhe diya tha,acha lao ab toh tumahri shaadi ho gayi yeh ab tumahre kaam ka nahi hai.
ridz-par armaan gold ki value ki 18650 ho gayi hai main tumhe yeh nahi de sakti.
armaan-acha saali ab sona mil raha hai toh nautanki maar rahi chalo nikalo kangan.jab saath chalne ko kaha toh patnivrata ban kar moov bechne lagi thi.voh bhi bina discount ke.
ridz(thinking)-agar maine armaan ko yeh kangan de diya toh yeh kahin kisi aur ko na dede.vaise bhi armaan se toh har ladki ko pyaar ho jaata phir mere haath se armaan nikal jayega.bhagwan ne mujhe kis duvidha mein daal diya hai.sid mera intezaar kar raha hoga kya karoon par main kya karoon agar kangan gaya toh armaan bhi haath se nikal jayega .main kangan nahi khona chahti.
ridz-thik hai armaan main tumahre saath chaloongi ab toh main kangan rakh sakti hoon na.
armaan-of course sweet heart.toh chale.dadi ka kangan kaam toh aaya.
riddz-sona hai har nari ki chahat.pc jwellers.
and they ran away.
ise kehte hai jab ladki ko patana toh sona hi laana.
this post is just to cheer up the ar fans who are gloomy nowadays.
bashers stay away.sr fans who wants to read they can but don't try to bash my post becoz this is just fun post
for ar fans-guys keep fighting for ar reunion.
dmg means ar.
kajen forever.