Looking at the messy house:
Veer: Yeh sab kya hai?
Taps: Aap hum se naraz hai. Ab hum kya karte, sara din is (sardine can) machli ki dibah mai? Aap ne hummeh jhoot bhola ke hum US jayenge. Hum, hamare Mama aur Papa ke saath chand din zyadha goozarna chahte the. Waise bih hameh yeh sub kaam nahin atta hai aur na hum kabih karenge.
Veer: Alright, meh naukar doond lun gha jab tum apne Mama aur Papa ke ghar chalijaogi. Oh and by the way, yeh hain wapsi ke tickets, aap ki Papa ne already intizam kardiya hai, aur usne yeh bih kaha he ke someone by the name of S..s... uska nam mujhe abhi yaad nahin hai, lekin voh aap ke Papa ke saath jald se jald tum ko milna chahte hai. Good bye Taps & wish you all the best!
Edited by cluelass - 15 years ago