krishna and pratigya alone in a room....aankhon me aankhein daale.....kitna romantic tha na....next episode me kitna maaza aayega nitin ko maar khate dekhne me kitna enjoyment hoga...ab langooor aka capsule ko samajh me aa jayega ki hamari bhabhi aur 'krishna bhaiya ki dharampatni' par line marne ka anjaam kitna bura hota hai....😛