| -10th dec written update of RPJK- |
| Mumbai psychologist Dr. Trupti Jayin.The past life regression therapy done on SHWETA revealed some shocking facts. During her regression, he saw herself as a BOY. SUMMERY part 1: -Snake se darr- shweta ko khwab me snake nazar aate hain aur unhe inse bahut hi darr lagta hai..... Dr. Trupti Jayin shweta ko "samay rath" pe letne ko kehti hain/hypnotyze karti hain.... shweta batati hai apne pichchle janam k bare me k... wo pichcle janam me EK 16 year old boy [in 1930] hain..... jo apne mom-daid k sath ek village me rehte hain... ndi kinare vilagge hai..... aur Shweta ka name birju hai pichchle janam me........ so, birju , maa, baba mandir me aaye hain .....baba ki tabiyat kharab rehti hai to unke lye dua karne aaye hain..... now shweta is weeping [not birju]....bcz unke baba ki tabiyat kharab hai... mam unhe chup karati hain nd aage jane ko kehti hain.... Part 2: now birju jungle me baitha hai...... bansuri baja raha hai.......... ek child khel raha hai jungle me............ sab child keh rahe hain k use roko.... whan snake rehta hai jahan bachcha ja raha hai...... tab birju child k paas jata hai aur dekhta hai k samne se snake aa raha hai.... wo snake ko "dande" se maar deta hai............. ab use darr lagta hai k maa-baba use marenge k usne snake ko maar diya to wo gghar se bhaag jata hai aur NANDNPUR village me aa jata hai...... wahan wo ek baba k paas rehne lagta hai.............. Part 3: baba ki wo seva karta hai.......... ek din baba kehte hain k hume jungle me jaker pray karni hai..... iske mana karne k bawajood baba ise le jate hain...... baba jungle me pray kar rahe hain........ birju whan kch khane ko search larta hai aur rasta bhatak[bhool] jata hai... wo chillata hai: baba......baba........... but baba use nazar nhin aate hain....... wo darta hai........ raat ho jati hai......... aur wahan jungle me use ek snake dikhta hai........... jo Birju ko maar deta hai.........𤢠aur is tarah se SHWETA ki pichcle janam me maut hui.......... ab shweta ko samajh aa gaya k unhe snake se darr kyun lagta hai.....đ END đł |
| IF U like my work then plz Use LIKE button... |