| -10th dec written update of RPJK- |
| Mumbai psychologist Dr. Trupti Jayin.The past life regression therapy done on SHWETA revealed some shocking facts. During her regression, he saw herself as a BOY. SUMMERY part 1: -Snake se darr- shweta ko khwab me snake nazar aate hain aur unhe inse bahut hi darr lagta hai..... Dr. Trupti Jayin shweta ko "samay rath" pe letne ko kehti hain/hypnotyze karti hain.... shweta batati hai apne pichchle janam k bare me k... wo pichcle janam me EK 16 year old boy [in 1930] hain..... jo apne mom-daid k sath ek village me rehte hain... ndi kinare vilagge hai..... aur Shweta ka name birju hai pichchle janam me........ so, birju , maa, baba mandir me aaye hain .....baba ki tabiyat kharab rehti hai to unke lye dua karne aaye hain..... now shweta is weeping [not birju]....bcz unke baba ki tabiyat kharab hai... mam unhe chup karati hain nd aage jane ko kehti hain.... Part 2: now birju jungle me baitha hai...... bansuri baja raha hai.......... ek child khel raha hai jungle me............ sab child keh rahe hain k use roko.... whan snake rehta hai jahan bachcha ja raha hai...... tab birju child k paas jata hai aur dekhta hai k samne se snake aa raha hai.... wo snake ko "dande" se maar deta hai............. ab use darr lagta hai k maa-baba use marenge k usne snake ko maar diya to wo gghar se bhaag jata hai aur NANDNPUR village me aa jata hai...... wahan wo ek baba k paas rehne lagta hai.............. Part 3: baba ki wo seva karta hai.......... ek din baba kehte hain k hume jungle me jaker pray karni hai..... iske mana karne k bawajood baba ise le jate hain...... baba jungle me pray kar rahe hain........ birju whan kch khane ko search larta hai aur rasta bhatak[bhool] jata hai... wo chillata hai: baba......baba........... but baba use nazar nhin aate hain....... wo darta hai........ raat ho jati hai......... aur wahan jungle me use ek snake dikhta hai........... jo Birju ko maar deta hai.........🤢 aur is tarah se SHWETA ki pichcle janam me maut hui.......... ab shweta ko samajh aa gaya k unhe snake se darr kyun lagta hai.....😃 END 😳 |
| IF U like my work then plz Use LIKE button... |