today's SanRaj scene was crap!
Whatever happened to Ba's lecture to Santo about keeping her 'Swabhiman'. Santo is getting too desperate for attention. 😒ONE CHANCE GIVEN 2.8
GEETU & KICHDI 1.8
71st National Film Awards (Celebrating 2023)
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 02 August 2025 EDT
CID Episode 65 - 2 August
Congratulations SRK National Award
Makers mission to prove Navri incompetent in all aspects.
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #124
A joke called National award
Asli Gunehgar
Congratulations National Award Winning Actress Rani Mukerji
ManVik Hits 150 & Forum Hits 100😎
🎉 Book Talk Forum July 2025 Reading Challenge Winners👏
Anupamaa 02 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
If Vanga directed Saiyyara
22 years of Hungama
Saiyaara Male lead is overrated!!!
today's SanRaj scene was crap!
Whatever happened to Ba's lecture to Santo about keeping her 'Swabhiman'. Santo is getting too desperate for attention. 😒July 6th (DM is back and it's gujju galore!!)
DM: (visits Sambhu) Jai shri Krishna. Kem che tabiyat havey (how are you feeling now)?
Sambhu: Saru che Malik (doing well, Malik). Jiske sar pe aapka haath ho woh toh thik hi hoga na
DM: Hamna aavyo (just came). Pinakin ne khabar di toh seedha havai adde se dekhne ko aya...chal havey ganda jevi vaat na kar (come now, don't talk nonsense). Tu mera sabse purana aur wafadar hai. Etle biji vaat (hence another thing), jara rasta dekh ke paar karna hon! (to parents) ane tame chinta na karo (and you don't worry), kharcha mein bhar dunga. Biji koi cheez ki jaroor hovey na toh Pinakin ko bol dena. Barobar che ne (right). Chal, jai shri Krishna. Chal bhaila phari aavish hon (ok, bhai I'll come again). Aaram kar (take rest).
DM arrives home....
DM: (takes aashirwad) Baa kem cho(Baa how are you)
Baa: Sukhi tha beta sukhi tha (be happy son, be happy)
DM: Bapuji pagey lagoo (Bapuji, touching your feet)
Bapuji: joog joog jiyo beta (live long son)
DM: Kem che chokri (how are you girl)? Tere nanaji ne wahan Antwerp mein kamal kar diya hon. Sab bade bade heere ke vyapari (businessmen) uski kala ko dekh ke achambit (surprised) ho gaye...kem che dikra (how are you son)
Hiten: Thik chhu (am fine)
DM: (Birwa comes) aav, aav kem che tu (come, come, how are you)?
Birwa: Majama (fine). Papa aap hamare liye kya laye ho
DM: Ramakda lavyo ne bahut sara (brought lots of toys). Pun taro bhai kyan che (but where is your brother)?
Birwa: Woh toh intezaar karte karte so gaya
DM: Kem (why)? (looks at watch) oh ho ho ho
DM: (Moti tries to talk to him) mein bilkool nahin thaka. Bol shu che (tell me what's up)?...Tu kevi vaat kare che Motiben (what are u saying motiben)? Khemi ane Shambhu ka lagan? Haan Madho kaka ne bola tha ki var (groom) acha hai pun chokra Sambhu hai yeh toh nahin bola tha.
July 7th
Santo pleads to talk to him before he takes decision
DM: Chal mara saathe (come with me)...(goes upstairs)...shu vaat karvi hati (what did u want to talk about)?
Santo explains no matter who khemi marries....
DM: Toh shu joye che tane (so what do u want)? Tu yeh chahti hai ki Sambhu mera sadu bane?....bas chokri bas (enough girl enough). Vaat puri thay gai ne tari (you are done talking right). Havey agar kya kare kya nahi karna, kya nirnay lena hai ne kya nahi lena havey mane khabar che (now I know).
DM comes down...
DM: Sauthi pehla (first and foremost), mein sabko yeh bata doon ki...Havey biji vaat (and secondly), Pinakin, kale savare (Pinakin, tomorrow morning) Sambhu ke maa-baap ko yahan bula lena. (Hiten tries to interrupt) Shanti rakh ne dikra (be patient my son). Is vishay mein koi kuch nahin bolega...barobar ne (ok). Kale savare (tomorrow morning) Sambhu aur Khemi ke sambandh ke vishay mein, mein apna nirnay sunaunga.
Next morning...
DM: Havey (now), un dono ke lagan ke vishay meni mera yeh nirnay hai ki, aa lagan thi mane kany vandho nathi (I have no objections to this marriage).
DM: Sambhu na bapuji tame chinta na karo (Sambhu's dad, you need not worry). Sambhu mera dikra jaisa hai.
Santo happy...
Santu: (To Champu) te modhu meethu karyu ke nahin (did you sweeten your mouth or not)?
DM: Eh Chokri, khush che ne havey (eh Chokri, happy now). Jaa jara chai le ke a mere liye.
DM: (to Moti) shu vaat che motiben (what's the matter motiben). Itna gussa kyun? ...tujhe bhale na laga ho motiben pun mujhe yeh nirnay ekdam (totally) barobar laga.
Moti: Eh Sambhu apdo naukar che (that Shambhu is our servant)
DM: Khabar che (I know). Nauker che pun rehshe nai (servant he is but will not remain). Shambhu apne ghar naukri nahin karega. Ane vaat toh sachi che motiben (and it is true motiben), job hi var (husband) hoga woh mera sadubhai toh banega.
DM explains that Santo opened his eyes to the truth
DM: Arre, kevi vaat kare che tu motiben (arre what are you saying motiben). Nyay aur satya kabhi jati nahi dekhti. Ane sauthi moti vaat e che ke (and the biggest thing is that) kisi ke saath anyay nahi hona chahiye...jo motiben, meri vaat ka tere ko khota laga hovey toh maaf karje pun is baar chokri ki vaat solah ana sachi thi hon.
July 8th
Santo: Malik Chai
DM: Ha laav (yes give)...(santo stops him)...shu thayu havey (what happened now)...(she pours for him)...saakar (sugar) dekh ke dali ne, hein?...(sips)...ah ha ha ha, gana divas pachi avi cha mali (such nice tea after so long). Tane khabhar che chokri (do you know chokri), wahan phoren (foreign) mein gorey hai ne woh kali cha dete hai.
Santo: Kyun malik wahan gaay/bhens nahi hoti hai
DM: eh daffor ...mereko kaise pata...haan, haan, woh shtyle hai unka cha mein dudh nahin nimboo dal ke pite hai. Inglish bolte hai, inglish tea.
Santo: Malik apko meri...matlab ki hamari yaad ati thi?
DM: Keva vichitra prashna karey che (what strange questions you ask). Koi javey toh ghar walon ki yaad toh ave ne.
Santo: thankoo...malik antop se aap kuch laye mere liye?
DM: Antop nai antwerep bolte hai antwerep. Ne laya na chocolate tere liye. Birwa ko diya tha tera dabba (box). Nai mila? Birwa se le, kha jayegi pura chal, hal hal (go, go). Havey ubhire, ubhire (now wait wait). Aa le (here u go). Inglis kumkum hai. Yeh lagana toh muh pe nahi felega.
Santo: Pur yeh karshankaks ki dukan mein milti hai
DM: yeh mein wahan se laya ne etle impourtted (imported) hua samjhi ne. jo na pasand hovey na toh khemi ke lagan mein de dena....kaisa jeev (heart) hai tera. Isme se doh apni behen ko de degi toh kya...
Santo: Thankoo
DM: Woh Sambhu ko raza milne wali hai davakhane (hospital) se. Tu ja ne mane batav (you go and tell me) ki kya haal hai. Chal havey hal (comeon now go).
DM handing out gifts....
DM: ne aa le Baa, tara matey (and here you go Baa, for you). Eh Champakali, chal chal jaldi kar havey (come come hurry up now), yeh le tera bhet..(baa impressed that he brought gifts for all) che ne, phir bolna mat hon baa.
Bapuji wants Dahi-vada and Baa decides to make Laapsi (sweet dish made of crushed wheat).
DM: (moti reminds him of Maulik) use pakit (wallet) bahut pasand hai na. Aa jo (look here), uske liye pakit le ke aya. Barobar che ne (it's ok right). chal havey (ok now), ja na usko pakit de ke aa. (moti asks him to go with her) nahi motiben. Mane khabar che ki (I know that) Maulik apne baap se bahut gussa hai. Mein tere sath jaunga ne, khali phogut (for no reason at all) mera gussa tere pe utarega. Tu ja ane usko bolna mein yaad kar raha tha use.
Santo trying her hand at romancing by sticking the umported bindi out of place!!!
DM: Nai cha nathi pivi (no, i don't want tea). Tu ja havey ahiyathi hoon kam ma chu (you go from here now, I am busy)...arre nai pini thi mujhe chai. Ek divas ma ketli cha pivani (how much chai does one drink in a day)? Tu jane havey ahiyathi (you go from here now). Ne ubhire (and wait). Naam liya toh le ke a ek ja. Ne ubhire (and wait). Ahi aav (come here). Meine tujhe bhet (gift) mein darpan diya tha na? kidhar rakha usko? Kabaat (cupboard) mein? ...nahin malik etle shu (what do you mean no malik)? Bindi khoti (wrong) jagah pe kyun lagaya hai. Dekhne ka ne darpan mein. Aav ahiya (come here). (fixes it) ja, seedhi thay gai (it's in place now, go). Cha lai ne aav ja (go get tea). Havey ubha ubha maru modhu shu jovey che (now what are you waiting for). Jaa, cha layegi ki nahi?...sav daffor (totally comical).