Hi guyz...here I've got some lyircs of title songs of pakistani serials.
Here they are:
SADAYEIN
Kitne fasane kitne zamane guzare kisi ko dete sadayein
Yaadein purini jab jab yaad ayein sadayein
Chod diya thatodh diya tha rshta kisi sabhi se wada kisi se
Who bhula wada jab jab yaad aye kaise nibhayein sadayein-3
Yaad toh ayeingey hum tumko
Chand dekhane ki rasam purani hai
Par pyaar karne ki rasam usay bhi purani hai
Yaad toh ayeingey hum tumko
Jeena sikhayenge hum tumko
Mere yaar yeh zindagi bewafaaaaaa
Yaad toh ayeinge hum tumko
(andhera chand2 masiha andhe2 rahage jangon aik khalish aik khabnar bas tu hi tu yaad toh ayenge na)
MOHABBAT KA IK PEHAR
Yeh jo palkon pe rimjhim sitaron ka mela hai
Yeh jo tere bina itna akela sa hai
Zindagi teri yaadon se simta howa sheher hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai2
Sahilon pe kharoonge banaye thay humne tumhe yaad hai
Rang barish mein kaise udhaye thay humne tumhe yaad hai
Jane kiske liye ghar sajaye they humne tumhe yaad hai
Koi khushboo ka jhunka nikalta tha ik idhar kahin
Gum hai nimmon ka sehra mein khaboon ka rasta kahin
Har Khushi ate jate huwe waqt kileher hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai
Zindagi dhoop chaayon ka ik khel bhid chate nahi
Aur issi khel mein din chdta naih raat kati nahi
Pyaar karte howe admi ki umar ghati nahi
Dil ki dehleez pe aksh roshan hai tere naam ke
Raat jage aainon mein kahin shoom se
Aik dariya hai charon taraf aik behral hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai
Yeh jo palkon pe rimjhim sitaron ka mela hai
Yeh jo tere bina itna akela sa hai
Zindagi teri yaadon se simta howa sheher hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai
Sab mohabbat ka ik pehar hai
CASTLE – AIK UMEED
Sapne khawaishon ki agan mein khoh gaye
Woh sapne jaga na puri tarhan suye
Arzoo ka kinara nahi hai Aur koi sahara nahi hai
Jane hai kyon sabhi ko ik janoon sabhi ko aik umeed
Yeh jane sara jahaan nahi hai kyon sabhi ko sakoon
Magar sifr aik umeed hoo ohh ho ahha haa- aaa ho hooo hummmmmmhoo aaaa
(Tum mujhse Mohabaat karti ho ke nahi)
(Haan main tumse mohabaat karti hon)
(Konsi mohabaat kaisi mohabaat, yeh sab baatein ab out of date ho chuki hain, ab koi shehzadi kisi lakhar hare se mohabaat nahi karti hai)
Lamhe chatariyon ke taley akele
Woh na rahe rait udhati hawa mein chile
Koun Koun pe chite udhaye
Yaad Bitey dinnon ki badhaye
Koi nahi milegi roshani sabhi ko aik umeed uu haaa
Milta nahi andaze -e- zindagi magar sab se hui hoo uuh ho
KOI TOH HO
(Koi toh ho) Kad jaan ko todh ke iss jahan ko chod ke
Meri nazar sawar de mujhe aisa pyaar de
Ke main Khushi se rooh padhon
Ke main Khushi se rooh padhon ( ahha aaaa)
Koi toh ho jise main jise main kahon yeh mera yaar hai
Koi toh ho yeh mera pyaar hai koi toh ho ho ho
Koi toh ho ho ho Koi toh ho ho ho hoo ooh
Koi toh ho ho ho Koi toh ho ho ho hoo ooh ooooooooooo
Idher udher jidhar gayi meri nazar bikhar gayi
Koi na aisa mil saka jisne mujhse yeh kaha aaa
Ke to hi dil kaa hai sakoon hai sakoon hai sakoon
Koi toh ho jise kahon jise kahon yeh mera yaar hai
Koi toh ho yeh mera pyaar hai koi toh ho ho ho ho
Koi toh ho ooooooo ho koi toh ho ho ho
Koi toh ho ho ho Koi toh ho ho ho hoo ooh
Koi toh ho ho ho Koi toh ho ho ho hoo ooh ooooooooooo
Koi toh Ho
LANDA BAZAR
Pyaar phoolon sa nazuk badan hai koi
Jisko nafrat ke sholon mein jalna bhi hai
Aaaa aaaaaaaaa
Jiski kismet mein likhe hain daro rasam
Jisko solee pe sajna sawarna bhi hai
Jisko sohni ke kache kadhe ki tarhan
paniyon mein utarna bhi hai utarna bhi hai
Main bhala kya kahon pyaar kya cheez hai
SAWAN
Sajan bin jab aye sawan aik nazar na bhaye sawan
Kahin khilaye phool aur kaliyan kahin sehra toh dhakaye sawan
Sawan sawan sawan sawan Sawan sawan sawan sawan
Sawan sawan sawan sawan
Do bonondein sawan ki eyyy do bonondein sawan ki
Sawan sawan sawan sawan Sawan sawan sawan sawan
Sawan sawan sawan sawan
Yeh chut mohabaat ki eyyyy Yeh Chut mohabbat ki
Jab dil pe kiski lagti hai aik dard to dil mein hota hai
Ankhein toh hasti rehti hain par dil ander se roota hai
Yeh chut mohabaat ki
Baraatein yaadon ki eyyyy Baraatein yaadon ki
Angan mein dil ke utarein toh ik rimjhim si hoti hai
Bin sawan phir ashkon ki jhadhi palkein din raat bhigoti hain
Sawan sawan sawan sawan
Hai kismet mali ki eyyyy Hai kismet mali ki
Koi dali ho jab hari bhari aur kab koi murjha jaye
Uska toh kaam hai bhar bahr ke mashke pani ki lagaye
Hai kismat mali ki Sawan sawan sawan sawan
Sawan sawan sawan sawan
Yeh khooni rishte hain aaayyyyy Yeh khooni rishte hain
Insaan toh akhir insaan hai yeh insaan kahan farishte hain
Kabhi jodte hain Kabhi todhte hain
Phir dil ke zakhm pariste hain Yeh khooni rishte hain
Sawan sawan sawan sawan Sawan sawan sawan sawan
Sawan sawan sawan sawan
Sajan bin jab aye sawan aik nazar na bhaye sawan
Kahin khilaye phool aur kaliyan kahin sehra toh dhakaye sawan
Sawan sawan sawan sawan Sawan sawan sawan sawan
Sawan sawan sawan sawan
Hope u'll like it.
I'll try to post some more on.
Thankyou