dadi aapne kaunse brand ki chappal pehni hai😉 kahin koi bekar sa brand to nahin hain na....... agar chappal aapko lag gayi to😆 layi dikhaiye😉main check karleta hoon mujhe in cheezon ki bahut knowledge hai😆
beta angad ek bar chappal padegi na to pata chal jayega kaunse brand ki hai😆 aur vaise bhi ab to tumhe yahi kam karneko rehgaya hai kyunki jo kuch bhi hua uske baad mishty aur prithvi to tumhara show finance karenge nahin 😆.........aur is serial mein ekta mai ne aur koi financing company to rakhi hi nahin hai 😆to isliye tumhe ab salesman hi banjana chahiye😆isi mein tumhari bhalayi aur kamayi dono hain😆
dadi aap bahut shararti ho gayi hain😉😆.............naughty naughty dadi😆 sab mera hi asar hai..............haina dadi😆