Originally posted by: Khatarnak
Mera paigham har taraf pohncha do
Takht ki Zarrorat hai na taj ki
zaroorat hai bus janta kay pyar ki
piyar barhao faslay mitao Sara aur Yashita ko jitao
Shujjat aur Tarun ko dil mein Basao
Zaheer sufi singer hai
Aashiq Debo Mast hai - magar acha aadmi hai
aray dewano mujhe pehchano
kahan sey aaya mein hoon Kon
Khatroon sey jo khelay usay kahtay hain Khatarnak
Ji Haan Mein Hoon Khatarnak.