iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta
chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahi
karta,
tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera islye apne dard ko bayan
nahi karta
jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu
mein tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein
zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta....
from mayank to nupur
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon