Originally posted by: Mehersudha
abheera ka fear dekhke acharaa ki yaad agayi 🤣 jinda rehke dekhti apni beti ki gruhasti 🤓
Ak ko unnecessary maar diya🤷, usko zinda rakhte yaar aur woh dekhti uska choose Kiya hua damad ko Bilkul uski jaisa hai toh tab maza aata