Originally posted by: hellodona
Only Ammus dad makes sense as kidnapper. No one else has motive. Or someone entirely new and unrelated.
yes kidnapper wahi hoga jisne us din sara sach suna tha andhere mein ...ammu ya ammu ka baap
Ammu ka baap ye bhi to ho sakta h ki natak kiya ho ki sahiba se pehli baar Mila nahi jaanta ka
See maine aaj episode dekha nd vo aadmi psycho type behave kar raha tha angad or shadi or lekar
Agar sahiba ki dusri shadi ho gayi ussey bacha h to ye aadmi itna dara hua kyun h kyun baar baar ludhiana jaane ko bol raha h angad ko or shadi ki jaldi padi h isko ....sahiba to move on kar gayi iske or sabki nazron mein bachey k sath kisi or ki patni h to itna Darr kyun h or baar baar ye kyun bol raha h tumko us bachey se kya matlab ...iska wired behaviour hi ispe Shaq ki wajah h š§š§š¤Øš¤Øš¤Øš§...
Ye bhi to ho sakta h jab manbir ne rishtey ki baat Karu ho pehle to ye angad k room mein ussey baat karne gaya ho or tab wahan sahiba aa gayi ho š¤Øš¤Ø
Ya phir ammu bhi ho sakti h
Ho sakta h secret dost or kidnapper dono alag alag ho
Makers sab Shaq karwa rahey h including angad taaki audience aaye dekhne ko ššškuch bhi
Manbir bhi nahi h dekh lena ho sakta h manbir ne un aadmiyon ko akeer ko dhoondhne k liye paise diye ho
Manbir or angad ko akeer ko kidnap karne ki zarurat hi nahi h vo to custody case file kar saktey h seedha isliye
Secret dost Garry h bhi to tab bhi vo kidnapper nahi hoga
Ye ammu ya uske baap mein se koi ek h
Kyunki angad or uski family ko akeer ko kidnap karne ki zarurat nahi h akeer ko paane k liye