Nhi usse anupama se koi khatra nhi but usko masala family or specially masala king se khatra .
Aaj jab Anuj ne India mein shaadi ki baat ki to mujhe laga ki pakka masala family uss shaadi mein jayengi specially masala king phir bhale khud Anuj , Shruti , adhya & anupama na jaaye lekin masala family vaha zaroor jayegi masala ka tadka lagane , pakka vo Shruti ki family ke bachpan ke dost ya padosi niklenge.
Or Shruti ko masala king ki buri nazar se baccha ke rakhna varna vo phir uske pahuch jayenge mein bahut akela hu, mujhe koi nhi samjhta ye vo kaas tor se un ladies ke saath karta jinka connection Anuj se hota hai, maaya ko pata nhi saka to usse apna partner in crime bana liya ussi sangat mein maaya paagal ho gayi .
Or masala family se dur rakhna as jo bhi vaha jaata hai ya uss Ghar ka paani Peeta hai ya uss Ghar ki hawa mein saans leta hai ek naaya tarah ka masala ban jaata hai, dekho anupama itne saal rahi vaha vo poori masala daani ban gayi.
So Shruti ko bachha kar rakhna kanhaji ji .