Also main Angad ki jagah hoti toh pakka gussa hoti. Kya kya nahin kiya. Jail se bhaga. Bacchi kidnap kar li. Police ko baandh diya. Patthar khaye. Thappad khaye. Joote churaye. Gaana gaaya. Dupatta style mein daal ke jab bechare ka moment of validation aaya toh bewakoof ladki ne kachra kar diya.
Khud ne toh aag se jala liya, chaku se maar liya, rassi se baandh diya. Ab Angad ek hathoda bhi naa maare. Haan nahin toh!

Bilkul revision ho jaayega woh track ka, 3rd time watching it.
