Originally posted by: Ajab.Pehchan
Waah Kya Baat hai! MAA ki toh lottery lag gayi mere jaane ke baad. Unki zindagi toh edkum set hogayi, ab koi bhi unhe rok nahi sakta đ
Kabhi ye madam Suraj banjati hai âď¸
Toh kabhi Liberty Mata ban jati hai đ˝
Waah jananiye waah kya baat hai đ Arre humein bhi sikhado bhai Humein bhi toh Suraj aur Liberty Maata banna hai aur Amreeca bhi jaana hai đ¤Ş
Poor Guruma still doesn't know that the real America is in Shah House...


8