Mujhe sab maar lena but gaali dene do
Ullu ke pat#e, jab teri aatma itni katoch rahi thi tujhe, pata hai anu galt nahi ho sakti toh nautanki kyun..
ghar se nikla hi kyun.
Bina chappal ke ghoom kar kya prove karna chahte hai..
Devi ji, jaise bhi hai mere hai.... itne dialog sunne ke baad inke mooh se phoota.
Baa,, baapuji ke liye toh kisi ka mooh khulne se pehle hi ... yeh uska qatl karne ke liye tayar hoti hai
Bhagwan bhi ek baar apni galti maan lenge, par yeh toh galti kar hi nahi sakti.
sarvvyaapi, sarvshaktimaan, sarvpoojniye, sarvgyaata iss sansaar mei nahi, teeno loko mei yehi hai.
abhi ek din bhi complete nahi hua... dikha aise rahe hai, mahino se paidal dhaaam yaatra par nikle hai.. bina kuch khaye peeye
7 din ke bhookhe ka bhi yeh haal nahi hota, jo inka hai..
anupama didi ki toh 1 raat mei hi dark circles ho gaye.
kanta ben: maine isse chup rehna sikhaya
Mata jee, humne toh aapki beti ko chup dekha nahi.
vanraj ke saamne toh inki bhi tutri bajati muh khulta nahi tha
ab Anuj ko yeh sabak sikhayegi.
yeh bhi baapuji ki tarah 26 saal baad jaagi hai
baaapuji, kanta ben yeh sab ghanza phook kar dum maaro dum karte rehte the kya. jo aaj hosh aaya.
Anupam ki kasam, aaj se ek clip bhi nahi dekhoongi.
34