Present day
Bhabima is standing at the entrance of Kandya Niwas looking for her bacchas
AAAA BGM - flute version plays in the BG.
Just then Chiku comes there and kills a bug that is sitting on Bhabima’s blouse abd says, “ meri maa hai itni meeti ki makhi bhi peecha nahi chodti, meine maar diya”
Bhabima says, “ kya karta hai Chiku”
Chiku says, “ toh mein kya karoon Maa, mujhe itni bhook lag rahi hai aap toh bhog ke chakkar mei khaane hi nahi de rahe ho till ke laddoo, he us still holding the dead bug in his hand, teek hai abb mein yehi khaaloonga” puts the bug in his mouth.
Bhabima panics and says, “ Aye Chiku kya kar raha hai muh khol, nikal usse phenk, phenk”
Chiku says, “ Maa ye makhi toh aap halwa mei bhi daalte ho, buddhu banaya bada mazaa aaya, buddhu banaya bada mazaa aaya” runs away from Dhara and she is trying to catch him.
Bhabima finally catches up to him, “ Maa ko buddhu banta hai, Maa ko buddhi banta hai and is about to slap but Chiku shuts his eyes and Bhabima kisses him instead and says, “ buddhu banaya,bafa mazaa aaya, buddhi banaya bada mazaa aaya”
Chiku says, “ Maa aaj Uttarayan hai aap Till ke laddoo ki tarah muh phulake bait nahi sakti, aap ko toh mere saat khelna hai”
Bhabima says, “ tu na mera hassi ka gubara tih mein muh phulake kaise bait sakta hoon?”
Chiku says, “ yes, tab door ke paas rehana bandh karo, Chacha chachi zaroor aayenge, jab aayenge mein aapko bata doonga”
Aaaaaaaaa BGM starts - Bhabima hugs Chiku
Bhabima says, “tere ye vishwas dekh kar mere andhar daur pad jaati hai Chiku ki mere woh bacche bhi aayenge, aur jaldi iss gjar ko makaan banayenge”