Originally posted by: TrickyMind
Shaleen shayad Soundy ki shikayat le k aaya hai Pri k paas
BB- phusphusa k baat na kare..
Shaleen- kahan phusphusa k baat kar raha hu? 😂
Mandali jab phus phusati hai to chu BB bolega - ek minute mike utar le... Bahar awaz aa rahi hai" 😳