Jab jab anuj koi logical baat karta hai, anupama ka brain use ulta translate karta hai. For example
1) rishto me boundaries- work harder to do all the work
2) choti anu kr bare me socho- use bhi doormat banna sikha do
3) rishte badal gaye hai- mai ab tumhe nahi chahta
4) pahle anu best friend thi- anu failed as wife.
Anupama kab anuj ko samjhegi, vo itne din tak use sambhal ke rakha, but ye aj tak uski bato ka sadharan matlab tak nahi samjhti.
Always assumes the worst in everything. Fir panic karegi..... But never takes proactive steps to improve herself. Isko koi therapy me dalo.