Pata nahi .Originally posted by: Dewdrops1995
Yaha pe bhi khaand mata ka naam hona zaruri hai kya????😂😂😂
If girl is with akshu why will she keep d name with mata and akshu names????
Woh manjari ko dil se maa manti hai isliye uske naam ka ek baag apni beti ke naam per daal diya.
Yeh rishta ka Ek pratha hai yahan koi bhi character negative nahin dikhate hain white wash kar denge ya FIR grey dikhayenge kuchh Nahin kar sakte sadiyon Se Yahi kar rahe hain
1