Waise bhi anupama kisi ko personally force nahi kar rahi hai Jo main keh rahi hoon ya woh baat logon ko manni hi hai
ya Mera bhashan sunna hi hai like baa is doing woh apni har baat ko doosre ko upar force karti hai chahe ro ke ya Saman patak ke
Anupama just expressijlnh her feeling Lekin woh doosro ko force nahi karti ki log uski baat mane hi
Anupama baa ki Tarah aggressive nahi hai agar koi uski baat nahi mangega phir woh tod phod karna shuru kar degi ya baa ki Tarah tere kaan mein sitaar bajaaana shuru kar degi
Anupama ne bus apni feeling rakhi
Jise anupama ka bhashan pasand nahi aata woh wahan se chala jaaye . no need to listen bhashan of anupama while standing there if someone does not like bhashan of anupama it is simple anupamaa ne kisi ko force nahi Kiya ki Mera bhashan sunna hi hai
0