Originally posted by: Aquabutterfly
Ho sakta hai. Lekin fir Anam ko maara kyun? Jisko ek baar uski zaroorat thi, usko baar baar bhi hogi
Kahin kuch chhut raha hai...dammit main Rawte jaise kyun baat kar raha hoon
Sir koi personal dushmani bhi ho sakti hai. Jis tarah se usey maara gaya hai... it can very well be a crime of passion.
Aur Anam ka kuch bhi yaad na hona... thoda gadbad lag raha sir 🤔
Kahi wo kuch chupa to nahi rahi?
616