Ye jagah aaj ujaad kyu lag rahi hai..😒
Koi to aa jao re..🙄🥺
Aaj to lag raha hai jaise sab chale gaye..,😔
Itne kaha busy hai sab ke sab..😪🤧
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread -18th Nov 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 19th Nov '25
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 33
TAMING BACK 19.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 19, 2025 Episode Discussion Thread
ACCIDENT MISS 20.11
Aishwarya Rai and Sachin Tendulkar in Puttaparthi
Shah Rukh Khan and Salman Khan dancing at wedding.
Fake PR - Priyanka Chopra
Halloween Writing Contest Voting
Ye jagah aaj ujaad kyu lag rahi hai..😒
Koi to aa jao re..🙄🥺
Aaj to lag raha hai jaise sab chale gaye..,😔
Itne kaha busy hai sab ke sab..😪🤧
aapka kaam koi aur kyu karega..😡😔
Vapas aao aur apna kaam khud karo..🥺
ohh..to doctor ke paas chale jaate..🥺Originally posted by: Red_eyes94
I’m taking Medicine for fever it helps for few hours last night I had 102 fever it’s better now dizziness stoped but starts again
Send u warm hugs to🤗
Please take medicine and have rest..❤️
Aww... Hugs to you too.. Hope aap jaldi se thik ho jaaye..🤗
Di...kaisi ja rahi hai aapki trip..😃
Kaha kaha ghume aaj
Aur kaisa hai vaha ka weather.., 😁
Snow wale mountain dekhe..
Awwwww🤗
Meri jaan. Per tum bhi to din bhar gayab thi.
Baki sab kaha hai
mai gussa huu..😡😔Originally posted by: pallavi_p28
Awwwww🤗
Meri jaan. Per tum bhi to din bhar gayab thi.
Baki sab kaha hai
Mai yahi thi.. Koi tha hii nahi din bhar to aakar kya karti..☹️
Aur aaj mere ghar mai ek medical emergency bhi ho gayi thi..so mai hospital gayi thi..😪
Baki sab office mai busy hai..☹️
Aur reenu di to kashmir gaye hai.. Sargu ke exam hai..
Aap bataiye.. Vapas kab aa rahe hai..😔
Ye aisi meri jaan keh kar mujhe mana nahi sakte aap..🤧🤧❤
Sirf react karke chod diya😟
No comment on my comment 😔
mai gussa huu..😡😔
Mai yahi thi.. Koi tha hii nahi din bhar to aakar kya karti..☹️
Aur aaj mere ghar mai ek medical emergency bhi ho gayi thi..so mai hospital gayi thi..😪
Baki sab office mai busy hai..☹️
Aur reenu di to kashmir gaye hai.. Sargu ke exam hai..
Aap bataiye.. Vapas kab aa rahe hai..😔
Ye aisi meri jaan keh kar mujhe mana nahi sakte aap..🤧🤧❤
Kya hua. Ghar me kaun bimar hai. Abhi kya situation hai.
Mai to Friday ko ja rahi hu. Abhi to tabiyat nhi thik thi. Isliye rest kar rahi thi.
Reena di ghum rahi hai. Aur nezu ka kya haal hai.
are kiya to sahi.. Aap ko reply na karu aisa ho sakta hai..
are kiya to sahi.. Aap ko reply na karu aisa ho sakta hai..
Baad me dekha😇