Ap bhi ho kya fast pe 😲
Mujhe karna tha but date aa gai🤦♀️
Haan makhane bhi leti hoon...shaam ko snacks mein loongi😳
Bhagwan bhi nai chahate ap fast rakho
🤣🤣🤣
You biased woman 😬🤨
Aapne sabse puch fast rakha ya nai
Bas merese nai pucha😭
Don't talk to me.😓😒
Kyun 😒😒😒
Maine kya kiya😈
Sappppuuuuuuuuu.....kidhar gayi ladki....kaam ke waqt gayab
Bhej diya material 😳😎