bhai pehle to koi is ko tantrik baba k paas le jaao bcz ab normal doctor to is ka ilaaj nhi kar sakta🤡
Like kal gyaan de rahi thi ki aatma vishwash torna bhi hinsa hai aur aaj mai ne parha @usernameyrkkh ki post me ki samar ko bolti hai vanraaj ne tumhare sath kabhi kuch galat nhi kiya jo bhi bura kiya mere sath kiya😕😕
Matlab didi tum ko khud sunaai deta hai jo tum bolti ho
Kal bhashan de k sab ki wah waahi loot li aur aaj back to being dumb
Kaun se tantrik ko apni jaan pyaari ni hai😆
Or wo iska kal wala lecture kaafi forced tha..wo ek lollipop tha audience ko..jo lecture ise kaafi time pahle dena chahye tha..wo achanak kal..