hahaha Haan upar main ne likha yeh wajah bun sukte ha adini wedding na honay ke aur arylie ke engagement plus shadi ke 😆Originally posted by: FlowerHater
Ya to Imlie aur Aryan lock honge ya Malini and Aditya ya Aryan aur malini🤣
Jinko lock karna h woh dono katai nahi honge🤣
Plus ye log plan bhi itni zor se plan karenge k Malini to sun hi legi humesha ki Tarah🤣
MU clear nae hoga yeh lamba chalega 😆